What's new

Sher-o-Shairy

Kia naam ma tumhi don? Tum meray Kia lugtay ho? Jaan lugtay ho meri jaanay wafa lugtay ho tum say qaim hai mera rishta jaan sadiyon say oooo tum meri piyar ki jannat Kay khuda lugtay ho !!!!!!
 
.
sun0!
y0n chup se na raha kar0,
y0n kham0sh se j0 h0 jatay h0,
dil k0 weham sa h0 jata hai...
kahin khafa t0 nahi h0,
kahin udaas t0 nahi h0...
tum b0ltay achay lagtay h0,
tum dantay achay lagtay h0...
kabi shararat se kabi ghusay se,
kabi hanstay achay lagtay h0...
sun0! tum achay lagtay h0...
 
.
Aasman ki uchaiyon se darr nahi mujhe, hum sitaron ke aage jaane ki hausla rakhte hai.

Ghut ghut ke jeena bhi kya jeena? Hum to shaan se marne ki khwahish rakhte hai
 
. .
Tujhse dil lagane ki bhul, ekbar fir se dohrana chahunga

Tu na mili to koi gam nahi, teri tasveer se hi dil laga lunga
 
. .
Baat To Sirf Chahat Aur Khuloos-E-Niyat Ki Hoti Hai Faraz

Warna Dost Or Dushman Shuru Aik Hi HARF Se Hotey Hain...
 
.
Munir Niyazi Ka Punjabi kalam

Kis Da Dosh si Kis Da Nahi Si
Aey Galaan Hun Karan Diyan Nahi

Veley Lang Gaey Tauba Waley
Jo Hoya ey Hona ee Si

Te Honi Rokyea Rukdi Nahi
Gal Fir avay Mukdi Nahi

Kuj Unj Vi Rahvaan Okhiyan San
Kuj Gal Vich Gham Da Tauk Vi Si

Kuj Sheher De Lok Vi Zaalim San
Kuj Saanu Maran Da Shok Vi Si
 
.
App He apni aadao par zara gour karay na

Hum agar arz karay gay to shikyat ho ge :D

----------------------------------------

Log khatay hain Mar gaya Mazhar

Haq tu ya hay kay ghar gaya Mazhar

-------------------------------------------

Yad-e-mazi aazab hay ya Rab

Cheen lay mujh say mayra hafza
 
.
Jo din guzer gay hain Teray iltaffat may ma unko Jor Lon ya ghata don hiyat may? Kuch ma he janta tha joo muj per guzer gayi duniya to lutf lay gee meray wiqiyaat may ( mustfa zaidi)
 
.
Maseeha tooo kehtay hain loog tumhi yahan
ekk shuks mur geya hai tumhi dekhnay kay bad!!
 
.
Sadiq ho apnay qool ka ghalib khuda gawah
kheta hon such kay jhot ki adat nahi mujhi!!
(mirza ghalib)
 
.
khun se link rahein sahi na samajh na
khun se likh rahein hai sahi mat samjh na
divane hain tere pyar mein kutch or a na samajh na
 
.
nazki use Kay lub Kee Kia kehyi punkhri ek gulab ki sii hai Mir inn neem bazz ankhon may sari musti sharab Kee sii hai. (Mir taqi Mir)
 
.
mera roog munfred hai subhi murhamo ki zidd hai jo eelaaj janta hai woo meera chara gur nahi hai (fasih shah)
 
.
Back
Top Bottom