What's new

Share pics of yourself as a Kid!

Don't you get it @PakSword, Sahab Scandinavians ki khairoafiat chahtay hain, lol.

Aam ki ghutliyaan ginne ka shoq gaya nahi.

Aap gehrayi samajhne kay bajaye chorai naap rahe hain.

#Priorities

Anyway, I am trying to support her and her child to get a refugee status in Canada.. not intending to marry..
 
This is your bhool..

Bhai i know.

I have dated syrian women before the war and trust me the language and culture gap is too much unless you want messed up Kids who may blow up due to identity crisis.
 
The discussion is in danger of going side ways now so lets change the topic.

Dude i used to lead prayers in the local mosques.
You mean regularly or on some occasions?
So did I a few times but only after 27 Ramazan when most of the molvis go home for eid.
 
Bhai i know.

I have dated syrian women before the war and trust me the language and culture gap is too much unless you want messed up Kids who may blow up due to identity crisis.
Can we imagine someone has seen her children burning, parents under rubble etc etc at the same time? Husband killed earlier!
 
Anyway, I am trying to support her and her child to get a refugee status in Canada.. not intending to marry..

Ofcourse me mazak kar raha tha bro.

Inshallah she will get it.

If we can get water to Balochistan we can offer them Space on Limited basis. Water is going to waste in the ocean. Apne kaam to lana nahi hai to mahajereen ki maddad hojae.

Per meri Koi sunta nahi. Ghar walay bhi nahi
 
The discussion is in danger of going side ways now so lets change the topic.
Nahi waisay Canada bhijwanay ka idea kaisa hai? She is a middle aged woman.. not young.. with a child left.. no brothers, no sisters, no parents.. nada
 
Ofcourse me mazak kar raha tha bro.

Inshallah she will get it.

If we can get water to Balochistan we can offer them Space on Limited basis. Water is going to waste in the ocean. Apne kaam to lana nahi hai to mahajereen ki maddad hojae.

Per meri Koi sunta nahi. Ghar walay bhi nahi
Baluchistan main aik kunwaan pakka hai in shaa Allah iss saal.. Yaar log bula rahay hain actually visit karnay ko Khazdaar.. chhutti nahi mil rahi ziada din ki..
 
You mean regularly or on some occasions?
So did I a few times but only after 27 Ramazan when most of the molvis go home for eid

Local University mosque.

And this was back when all Bengali illegal imams were sent back and our locality had to Alhumdulilah apni namazen khud parhate thay.

Now its a business. Masjid pe peer party ka qabza hogaya hahahahaha
 
Baluchistan main aik kunwaan pakka hai in shaa Allah iss saal.. Yaar log bula rahay hain actually visit karnay ko Khazdaar.. chhutti nahi mil rahi ziada din ki..

80 saal pehle wahan Jungle hota tha.

Ye paani nahi pohchate kyonke beaurocracy Angrez ki policy lekar chalti hai.
 
Jungle katnay se jo tabahi aayee hai, woh inn logon ko andaza hi nahi hai..

Pani rukta hi nahi hai.. 250 ft pe pani hai jahan ki main baat kar raha hun.. poor villagers don't even have electricity to install an electric water pump. so a solar power panel is also required..
 
Jungle katnay se jo tabahi aayee hai, woh inn logon ko andaza hi nahi hai..

To jab log beth Kar ek dosre ko sandal ki lakri ka furniture kay barham Karate thay tab to nahi tha.

Ab marble ka agaya hai phir 50 saal baad zalzalay ayenge bolenge Oho ghalti hogai

Consumerism me daal kar Acha nahi kiya. Khaas taur badbakht tha wo insan jisne Great industrialisation ka khuaab dekha. Indus sookh gaya industrial nahi bana mulk.

Dhoka deta hai naye rangon se apko the MAN
 
O bhai, duniya main har jaga lakri ka furniture hota hai.. Darakht kaat ke doosra bhi lagana parta hai.. utni aqal nahi aayee abhi kisi main bhi..
 
To me bhi yahi keh raha ho. Log pochte sochte nahi ye kesa aya baad ka kesa ayega.

Zara Market me jakar pocho marble kahan se araha hai phir batana

Duniya me trees extinct nahi hotay. Bc Hamne kardiye.
 
Back
Top Bottom