What's new

SC summons Fawad Chaudhary,Why PTI's Aftab Alam is not included in Asma murder investigation SC asks

.
The SC seems to be playing some political games recently. Are they going to criticize every police force when someone gets murdered? Is this normal behaviour but has only recently been highlighted in the media?
 
. . .
To Pemra Valentine band krde per ye jhotay channel pe koi action nahi...

Wah

Aap jaisay logon ki wajah se chal rahay hain yeh channel chacha.. iss jhooti khabar ko yahan chipkanay ka faida jhooton ko hi hoga naa!
 
.
Aap jaisay logon ki wajah se chal rahay hain yeh channel chacha.. iss jhooti khabar ko yahan chipkanay ka faida jhooton ko hi hoga naa!

Trump was right.

There exists fake news.
 
.
Trump was right.

There exists fake news.

Khabar tab tak sachi rehti hai jab tak uss ka new version na aajaey.. iss khabar ka naya version aachuka hai aur yeh khabar jhooti sabit hochuki hai...
 
.
Khabar tab tak sachi rehti hai jab tak uss ka new version na aajaey.. iss khabar ka naya version aachuka hai aur yeh khabar jhooti sabit hochuki hai...

To wo post krdete is lecture kay bajaye.

Din me ek dafa akhbar pahrta ho me. Baar baar nahi
 
. . .
PTI/PPP/PML (N/Q/F)/JI/JUI or any ordinary Pakistani - whatever. None is above the law.
Any one who committed the crime should face the courts and if convicted should land in jail. No more NROs :smitten::pakistan:
 
.
Iske peche logic hai. Ap nahi samjhoge

Sir iss se bari khabar yeh hai ke Mishaal Qatal case main riha honay walon ka walihana istaqbaal hua hai Mardan main Jamaat e Islami aur JUI-F ki janib se.. aur saaray "Ghazi" qaraar dediey gaey hain...
 
Han to party ban kion nahi krte....

Obeying the decision ka bayan agaya.

Remarks pe behas hoti hai. Judgement bejaan hoti hai or implementation se wese hi azaadi ha.

Khair nro hogaya hai ab raddul fassad bhi khatam hojana chaiye.

Religious freedom hai Pakistan me. Kuch log samajhte honge Ghazi. Ye irrelevant debate hai
 
Party ban sirf hukumraan jamaat karsakti hai..
 
.

Latest posts

Pakistan Defence Latest Posts

Back
Top Bottom