What's new

Restoring the grandeur of Rawalpindi's Sadar

I was replying to Waleed not you BTW.
Saddar is Divided Area as Areas around Electronic Market, Kharadar, Meethadar comes under Sindh Govt while other side Atrium, Zainab comes under Cantonment and on Tower its KPT but Karachi Saddar is not POSH Shopping area like Rawalpindi Saddar rather it is More of a Lower Class Shopping Area like Rawalpindi Raja Bazaar while Karachi's Posh shopping Areas are Tariq Road, Zamzama and Clifton.
Mujhe reply kaisey detay mene tho ghalat sabit kia tumhe, apna first post pir se read karo or pir deewar pe apna sarr maro or khud se pocho k first post me tum ne kia likha hua
 
.

Zainab ko Chorh k Saddar mai Light House, Electronic Market, Urdu Bazaar, Kharadar aur Meetha dar ki Marketain yeh sari tu Sindh Govt. k under Ati hain jab k Rawapindi Saddar ki sari Marketain hi almost Cantonment k under hain. Ab is mai JHOOTA sabit Karnay wali Baat Kahan say agai???Aur mai is wajah say apko Reply nahi karonga k ap mujhay jhota Sabit Karnay ki koshish Kar rahay hu. Kia logic hai bhai.
 
Tho tumhara matlab ye hay k light house saddar hay ? Meethadar and gharadar saddar hay ? Lol aja me tumhe 21 thoppon ki salami deta, elctronics markit and jo ghanta laga hua saddar me thats saddar and that area comes in cant, chalo half he laga low par baat itni c k ye saddar us saddar ki tarah kyun nahi ye main baat, or jawab ye bhi hosakta k shayad rawalpind ka saddar GHQ k under ata
 
Kharadar ka Ilaqa Saddar mai hi lagta hai aur Meetha Dar ka Ilaqa bhi aur Light house bhi. Saddar bohat Barha ilaqa hai aur Gunjaan bhi. App shayad Saddar ko Market samajh rahay hu shayad is wajah say apko aisa lag raha hai Saddar Pora District hai Karachi ka aur us k ander yeh sari Marketain atin hain.
 
.
Pindi is marking a Shift in Pakistani Culture

- Vital Sign Band of 1990's

- Islamabad is standing on lands of pindi.:mad:

- Junaid Jamshed Clothing is shifting the trend of Pakistani dressing onto Pindi Dressings

- Karim Samosay / College Road Samosay / Savour Food / Charming Food Street

:welcome: to RAWALPINDI
 
.

Pakistan Affairs Latest Posts

Back
Top Bottom