What's new

Panama leak Case Proceedings - JIT Report, News, Updates And Discussion

Status
Not open for further replies.
And its also not necessary...ke it will be considered only after final report.. It can be considered even after any periodic JIT report @PakSword
 
Ye truck ki batti nahi hai.. Yehi tu main point hai..

Yahan par Shall be considered likha hai.. Maybe considered nahi... Tu disqualification jab hogi..tu 62/63 par hi hogi na..because after JIT presents its report...moral dishonesty will be converted in legal dishonesty of JIT provides conclusive evidence against sharifs... And they are proven liars after verification of documents

@Emmie

Iss ko asaan alfaaz main samjhata hun..

IK: PM ko disqualify karain..
SC: OK hum aap ki darkhwast ko "consider" kartay hain and "appropriate orders" pass kartay hain ke reference bheja jaey ECP aur speaker ko..
 
Exactly..

Nahi aik last para main likha hai disqualification ka.. but matter of "disqualification shall be considered", which may also mean, that it may be sent to speaker or ECP.. They haven't said that they will decide.. They have said, shall be considered.. and consideration may include sending a reference.. that's it..

hehe haha huhu..

Justice Khosa aur Gulzar ne bhi tu EC ko hi kaha hai..ke de notify karein, PM ko.. Waisy hi yeh bhi keh dein ge..

I think shuru main jo Justice Khosa ne declaration ki baat ki thee ke hum declaration de saktay hain, 62/63 par.....usay hum ghalat samjhay thay.. Hum ne us waqt samjha tha ke EC ko refer kardein ge aur phir case xhakay ga.. Aisa nahi tha.. Unhon ne declaration dey di on 62/63 tht PM is not honest..aur phir EC ko kaha...ke aap denotify karein.. It will be automatic.. Ab yeh judges ya in main se koi bhi declaration de sakta hai EC ko ke denotify karein
 
Exactly..

Nahi aik last para main likha hai disqualification ka.. but matter of "disqualification shall be considered", which may also mean, that it may be sent to speaker or ECP.. They haven't said that they will decide.. They have said, shall be considered.. and consideration may include sending a reference.. that's it..

hehe haha huhu..

It's up to them how they interpret! LOL!

Agar JIT apna kaam eman dari se ker bhi lay tau bhi maamlat aur taraf ja saktay hein. Is liye tau keh raha tha no hope.
 
Switching off PDF and news for a few months ..... I can foresee the maayusi taking over in full force and refuse to be engulfed by it .... be good and stay positive ... Allah Hafiz

Hamain aap ki zaroorat hai..

It's up to them how they interpret! LOL!

Exactly.. kuchh bhi seedha nahi likha.. sab kuchh interpretation ke liey open hai..
 
Justice Khosa aur Gulzar ne bhi tu EC ko hi kaha hai..ke de notify karein, PM ko.. Waisy hi yeh bhi keh dein ge..

Unho ne kaha tha keh disqualify karain hamari declaration per, yeh nahi kaha tha ke reference ko adjudicate karien aur agar disqualification banti hy tau karien. Han agar ab yeh judges declare ker ke ECP ko kahain tau aur bat hogi.
 
Switching off PDF and news for a few months ..... I can foresee the maayusi taking over in full force and refuse to be engulfed by it .... be good and stay positive ... Allah Hafiz

Verve bhai.. This is a discussion forum.. Iska maqsad hi yeh hai ke yahan har tarah ke POVs exchange hon.. Har koi diff points laata hai.. Iska yeh matlab nahi ke kahr koi ye expect karay ke sab aik hi POV par chalein ge.. Koi positive hoga..koi negatve.. Har ek ke pass apnay apnay POV ki koi na koi logic hogi.. Yeh nahi hosakta hai ke sab ka ek hi POV ho.. Warna tu discussion forum ka maqsad hi khatam hojayega... So lets all enjoy here and contribute
 
Hamain aap ki zaroorat hai..

Exactly.. kuchh bhi seedha nahi likha.. sab kuchh interpretation ke liey open hai..

Jee, isko kehte hein legal loopholes. Order is always authoritative, yeh order jo adha teeter aur adha batair hay order nahi ho sakta.
 
Unho ne kaha tha keh disqualify karain hamari declaration per, yeh nahi kaha tha ke reference ko adjudicate karien aur agar disqualification banti hy tau karien. Han agar ab yeh judges declare ker ke ECP ko kahain tau aur bat hogi.

This is what I am saying.. Ho sakta hai ke yeh bhi usw aqt declaration de dein..

Hearing ke dauran jab Justice Khosa ne kaha tha,.,ke hum deckaration de saktay hain 62/63 par ..us waqt hum ye samjhay thay ke woh case EC ko refer karnay ka keh rahay hian ke EC phir decide karay.. Lekin hua aisa nahi...unhon ne declaration di..jis se automatc effect hona tha, if they were in majority.. Ab bhi aisa hi hosakta ahi ke in main se bhi ki judge ya judges aisi declaration de dein aur EC ko denotify karnay ka keh dein
 
Verve bhai.. This is a discussion forum.. Iska maqsad hi yeh hai ke yahan har tarah ke POVs exchange hon.. Har koi diff points laata hai.. Iska yeh matlab nahi ke kahr koi ye expect karay ke sab aik hi POV par chalein ge.. Koi positive hoga..koi negatve.. Har ek ke pass apnay apnay POV ki koi na koi logic hogi.. Yeh nahi hosakta hai ke sab ka ek hi POV ho.. Warna tu discussion forum ka maqsad hi khatam hojayega... So lets all enjoy here and contribute

And to add to what @Farah Sohail mentioned, you know, my zodiac is cancer.. So you may see me quite negative today and extremely positive tomorrow.

Manufacturing aisi hai sir.. bardaasht karain.. lolll

@Verve
 
This is what I am saying.. Ho sakta hai ke yeh bhi usw aqt declaration de dein..

Hearing ke dauran jab Justice Khosa ne kaha tha,.,ke hum deckaration de saktay hain 62/63 par ..us waqt hum ye samjhay thay ke woh case EC ko refer karnay ka keh rahay hian ke EC phir decide karay.. Lekin hua aisa nahi...unhon ne declaration di..jis se automatc effect hona tha, if they were in majority.. Ab bhi aisa hi hosakta ahi ke in main se bhi ki judge ya judges aisi declaration de dein aur EC ko denotify karnay ka keh dein

Tau apko kya lagta hay declaration ke bad bhi reference ke zarorat hogi? Remeber Gillani case? CJ Chaudhry's ruling?
 
Chalain maan lia ke uss waqt declaration de dain..

aap ko kia lagta hai, 3 member bench main se kitnay declaration daingay?

:yahoo::bunny:
 
Mujhe nahi lagta ke declaration ke baad bhi reference ki zuroorat hogi.. Justice Khosa aur Justice Gulzar ne jab 62/63 par declaration di....tu saath hi EC ko denotify karnay ko keh diya..on 62/63... Mujhe lagta hai ke agar 3 main se kisi judge ne 62/63 par declaration di tu aisy hi hoga jaisy Justice Khosa aur Gulzar ne kiya

:( bas kar di, na ..dil dukhaanay wali baat :(

Mujhe tu ek ka hi lagta hai... :(

Bs main ne keh diya ke ek bhi agar hogaya tu it will mean 3 out 5 judges ...bas

Aur yeh jo implementation bench banaya hai CJ ne..iska constituition petition no wohi hai, jo original ka tha... Case no change nahi hua.. Iss liye mujhe abhi bhi ek umeed hai ke shayad un dono ke votes bhi shayad count hojayein.. I bench ko implementation bench kaha tha supplementary cause list main,maur petition number wohi hai, jo original tha.. Is se yeh entireky new bench nahi lagta balke us ka hi part lagta hai
 
Mujhe nahi lagta ke declaration ke baad bhi reference ki zuroorat hogi.. Justice Khosa aur Justice Gulzar ne jab 62/63 par declaration di....tu saath hi EC ko denotify karnay ko keh diya..on 62/63... Mujhe lagta hai ke agar 3 main se kisi judge ne 62/63 par declaration di tu aisy hi hoga jaisy Justice Khosa aur Gulzar ne kiya

Mein ne bhi yehi arz kiya tha agar ab judges declaration day dein tau aur baat hogi. Waise do you seriously think Justice Pakora and Justice Khan will ever declare anything against son of a greater god?
 
Status
Not open for further replies.

Pakistan Defence Latest Posts

Back
Top Bottom