What's new

Panama leak Case Proceedings - JIT Report, News, Updates And Discussion

Status
Not open for further replies.
Wesy ye khabar kis had tak confirm h k Vol. 10 m inky india se rabty or business ki detail h ?
@Farah Sohail @PakSword @El_Swordsmen

jis had tak chaand ki zameen ky gird ghoomnay ki khabar hai :D

Naeem Bukhari accidentally said in a live interview ky VOL 10 mai abhi india sy bhi bohot kuch niklay ga then he quickly covered it with his jokes ... Jindal's visit modi-nawaz nexus is no secret & it can't be ignored !!
 
Justice Azmat..suna hai ke next 2 weeks lahore main cases sunein ge.. Tu agar unhien kartay hain tu delay hoajyega.. I think agar is bench main se koi hosakta hai tu Justice Ejaz Afzak hosaktay hain.. Warna koi aur hoga.. Agar koi aur bhi hua, tu kuch doosray judges bhi bhtt achay hian, jaisy Justice Qazi Faiz Isa.. Woh bhi huay tu bhtt acha hoga.. Lekin panama case ke kisi judge ke honay ka faida ye hoga ke they already know the case, inside out

Abb tou saaray judges jaantay hain... jaisay hum ne verdict ke aik aik lafz ko 5, 5 baar parha hai, inhon ne tou future reference ke liey ratta laga lia hoga..
 
Wesy ye khabar kis had tak confirm h k Vol. 10 m inky india se rabty or business ki detail h ?
@Farah Sohail @PakSword @El_Swordsmen

Mujhe nahi lagta hai ke us main India se raabtay ka kuch hoga.. Because in vilume 1, JIT had told ke hum ne MLAs ke liye kon kon si countries se contact kiye hain.. Un main India se related kuch nahi tha.. Even klasra ne bhi vol 10 main Switzerland aur kuch doosri countries ka zikr kia tha..
I think India se related info, vol 10 main nahi hai

Abhi aglay order bhi aanay walay hain.. Chairman NAB will be sidelined soon.. Khair nahi bhi hota tou 2 months ki service reh gaee hai..

Deputy Chairman ke order aasaktay hain FBR transfer karnay ke.. but I am not sure..

Great news.. Acha hai, Chairman NAB aur deputy chairman dono hi farigh hojayein..

Mujhe tu Supreme Judicial council ki samajh nahi aarahi.. Woh chairman NAB walay case ko serious kiun nahi le rahay? Sorf ek hi hearing ki news aayi thee.. Uske baad kuch nahi... Ye case kiun nahi sunn rahi Supreme judicial council?
 
Great nes.. Acha hai, Chairman NAB aur deputy chairman dono hi farigh hojayein..

Mujhe tu Supreme Judicial council ki samajh nahi aarahi.. Woh chairman NAB walay case ko serious kiun nahi le rahay? Sorf ek hi hearing ki news aayi thee.. Uske baad kuch nahi... Ye case kiun nahi sunn rahi Supreme judicial council?

I think interim order tha.. final order main koi zikar hi nahi hai..

Mujhe nahi lagta hai ke us main India se raabtay ka kuch hoga.. Because in vilume 1, JIT had told ke hum ne MLAs ke liye kon kon si countries se contact kiye hain.. Un main India se related kuch nahi tha.. Even klasra ne bhi vol 10 main Switzerland aur kuch doosri countries ka zikr kia tha..
I think India se related info, vol 10 main nahi hai

What if Switzerland se origin of funds ka maloom kia gaya ho?
 
You are qareeb tareen!

Yeh motor cycle aap hi huee..

_87201438_brough7.jpg

qareeb tareen ??

will you please elaborate ?? :D
 
Abb tou saaray judges jaantay hain... jaisay hum ne verdict ke aik aik lafz ko 5, 5 baar parha hai, inhon ne tou future reference ke liey ratta laga lia hoga..

Ye tu hai.. :lol::lol::lol:

Phir tu Justice Qazi faiz Isa hojayein tu best hai... Woh waisy bhi bhtt judicial commissions ko head kar chukay hain.. Lekin mujhe lagta hai ek sab se zoada chances Justice Ejaz Afzal ke hain.. Last time bhi tu CJ ne un judges ka hi implementation bench banaya tha.. Waisy main abhi gak samajh nahi saki ke abar implementation bench main koi aur judges hotay tu..kia hota? :lol:

I think interim order tha.. final order main koi zikar hi nahi hai..

Kis cheez ka..zikr nahi hai..final order main?
 
Ye tu hai.. :lol::lol::lol:

Phir tu Justice Qazi faiz Isa hojayein tu best hai... Woh waisy bhi bhtt judicial commissions ko head kar chukay hain.. Lekin mujhe lagta hai ek sab se zoada chances Justice Ejaz Afzal ke hain.. Last time bhi tu CJ ne un judges ka hi implementation bench banaya tha.. Waisy main abhi gak samajh nahi saki ke abar implementation bench main koi aur judges hotay tu..kia hota? :lol:

koi aur 3 judges phir inn 3 judges ko report kartay ... phir ye 3 judges JIT report aur implementation bench ki observations ko madde nazar rakhty huay proceedings kartay ... aur latak jata case is tarha ... acha faisla tha inhi 3 judges implementation bench mai rakhna
 
Uffff.. Ab ye Javed Hashmi...aaj phir press conference karraha hai.. Phir se judocial martial law ki baatein..

@PakSword main ne kal hi kaha tha na.. :( ke ab roz PML N walay is issue ko uthaa'tay rahein ge.. Ab yeh zuroor Justice Khosa ke agaonst bolay ga...nis liye hi ye aaj pressconference karraha hai.. Main ne tu mute ki hui hai, iski PC... Uff..

Mujhe yehi darr tha.. :( Ab becharay Justice Khosa ko roz ye fuzool baateon sunni parein gi... Fuzool main ek controversy main phans kar reh gaye
 
Waisy main abhi gak samajh nahi saki ke abar implementation bench main koi aur judges hotay tu..kia hota? :lol:

Yaad hai hum logon ne discuss kia tha iss baaray main ke do faislay hongay.. aik 3 member bench ka.. it will serve as a recommendation to 5 member bench.. uss ke baad 5 member bench uss ko adopt karsakti hai, ya mazeed hearing karsakti hai..

5 member bench ne copy paste maar dia 3 member bench ke faislay ko..
 
@PakSword main ne kal hi kaha tha na.. :( ke ab roz PML N walay is issue ko uthaa'tay rahein ge.. Ab yeh zuroor Justice Khosa ke agaonst bolay ga...nis liye hi ye aaj pressconference karraha hai.. Main ne tu mute ki hui hai, iski PC... Uff..

Mujhe yehi darr tha.. :( Ab becharay Justice Khosa ko roz ye fuzool baateon sunni parein gi... Fuzool main ek controversy main phans kar reh gaye

Kuchh bhi nahi hoga..

iss budhhay ki sunta kaun hai..

Yahan itna bara controversial faisla hogaya ke jis member par aitraaz tha wohi DG NAB RWL lag raha hai, yeh abhi tak justice khosa ko ro rahay hain..


This was the best... saw IKs address yesterday.. Aaj AJK ke wazeer e azam ne isay apni tazleel qarar dia tou main ne socha tazleel tou uss ki hoti hai jo zaleel na ho..
 
Yaad hai hum logon ne discuss kia tha iss baaray main ke do faislay hongay.. aik 3 member bench ka.. it will serve as a recommendation to 5 member bench.. uss ke baad 5 member bench uss ko adopt karsakti hai, ya mazeed hearing karsakti hai..

5 member bench ne copy paste maar dia 3 member bench ke faislay ko..

I think 5 member bench main is liye 3 judges ka faisla court order bana..simply because..it was in majority.. Tu woh khud ba khud final court order ban gaya., i think its not like tht..ke Justice Khosa aur Gulzar ne adopt kar liya hai..usay aur inka apna initial faisla irerelevant hogaya.. I think its just a case of majority opinion
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top Bottom