What's new

Panama Case - Post Verdict Discussion and Updates

Aabhi tou reaction aana shuru hua hai. Agar reaction inn ke mutabiq hua tou file kardain ge.. agar PTI awam ko sarkon pe le aayee, as a precautionary measure, aur wukala biradari main divide nahi hua (I mean 70% inn ke khilaaf huay), aur media ne buhat shor machaya tou inn ki himmat nahi hogi.

Mujhe PTI ka sarkon par aanay ka mood nahi lagta... Abhi tak IK ne party meeting bhi call nahi ki..is issue par... Fawad Ch was saying ke hum pehle lawyers ke reraction ka wait karein ge...ke bar associations kiya action lein gi?

Waisy doosray issues main kia lawyers se pooch kar reaction detay hain PTI walay? Prominent lawyers ko tu waisy hi anawaz Sharif ne khareeda hua hai.... I am disappointed ke IK ne abhi tak koi pressconference ya party meeting nahi bulayi..abhi tak..is issue par
 
Krdenge sir.

Reference part of full package. Derived from the Kerry Lugar bill.

Zardari keh chuka hai wo parliament k sath hain.

Like asfandyaar and altaf and achakzai and diesel.

Pawns ka game khatam.

Ab ghoray hathi malka chal rahi hain. Ap log politics ghalat follow karte ho.

Khair

hona tou end main yehi hai. lekin ayaz sadiq ki janib se reference buhat bari ghalti sabit hoga. mere khayal main parliamentary committee ki janib se reference aayega.. jis main government and so called opposition ki jamaatain dono mil kar file karaingi.

bass zardari ko sahi wali deal nahi mil rahi abhi tak. mqm aur molvi diesel ko tou mil chuki hai.

Mujhe PTI ka sarkon par aanay ka mood nahi lagta... Abhi tak IK ne party meeting bhi call nahi ki..is issue par... Fawad Ch was saying ke hum pehle lawyers ke reraction ka wait karein ge...ke bar associations kiya action lein gi?

Waisy doosray issues main kia lawyers se pooch kar reaction detay hain PTI walay? Prominent lawyers ko tu waisy hi anawaz Sharif ne khareeda hua hai.... I am disappointed ke IK ne abhi tak koi pressconference ya party meeting nahi bulayi..abhi tak..is issue par
IK ki dilchaspi iss case se khatam hochuki hai shayad. He wants to prepare for the next elections and focus on ECP reforms.
 
Zardari ko deal mil chuki hai jis din supreme court me mamla gaya tha.

Ye sub syasati dhool phonk rahe hain.

Khair ab ye sab irrelevant hogaya hai. Log tayyar hain.
 
Mujhe PTI ka sarkon par aanay ka mood nahi lagta... Abhi tak IK ne party meeting bhi call nahi ki..is issue par... Fawad Ch was saying ke hum pehle lawyers ke reraction ka wait karein ge...ke bar associations kiya action lein gi?

Waisy doosray issues main kia lawyers se pooch kar reaction detay hain PTI walay? Prominent lawyers ko tu waisy hi anawaz Sharif ne khareeda hua hai.... I am disappointed ke IK ne abhi tak koi pressconference ya party meeting nahi bulayi..abhi tak..is issue par

waisay abhi tak registrar ne bhi tou nahi bola ke reference file hogaya hai. It is too early for IK to react tbh.
 
Imran Khan: Speaker Ayaz Sadiq's reference ag Justice Khosa has exposed his mala fide intent of going all out simply to protect NS's corruption. Ayaz's comment that his Office is not an investigative agency begs the question how he forwarded ref ag me & JKT while rejecting ref ag NS?
 
waisay abhi tak registrar ne bhi tou nahi bola ke reference file hogaya hai. It is too early for IK to react tbh.

Me ajkal miaan sahab or badmaashia per ek qawali likh raha ho

Saya jab bhi saath chor jaye
Esi hai ghurbat

Inke accounts freeze honge. Log inke kapre noch noch k qarza wapis lenge.

Aam aadmi in per roti kapra k naray lagaega.

Allah ka insaaf chaiye. Ye parliament nahi de sakti insaaf
 
IK ki dilchaspi iss case se khatam hochuki hai shayad. He wants to prepare for the next elections and focus on ECP reforms.

EC reforms ke liye bhi IK ko SC jaana chahye...ke judicial commission ki recommendations par amal nahi kiya, EC ne.. IK ko ye petition SC main le kar jaani chahye..atleast 6 months before next elections..warna der hojayegi ..aur koi faida nahi.. Auar agar ye petition le kar nahi agye, tu next elections ka koi faida nahi
 
Me ajkal miaan sahab or badmaashia per ek qawali likh raha ho

Saya jab bhi saath chor jaye
Esi hai ghurbat

Inke accounts freeze honge. Log inke kapre noch noch k qarza wapis lenge.

Aam aadmi in per roti kapra k naray lagaega.

Allah ka insaaf chaiye. Ye parliament nahi de sakti insaaf

oo bhai.. yeh Indian movie nahi hai.. lolz

Kkuchh nahi hona aisa. uss se pehlay hi bail out
 
Mujhe PTI ka sarkon par aanay ka mood nahi lagta... Abhi tak IK ne party meeting bhi call nahi ki..is issue par... Fawad Ch was saying ke hum pehle lawyers ke reraction ka wait karein ge...ke bar associations kiya action lein gi?

Waisy doosray issues main kia lawyers se pooch kar reaction detay hain PTI walay? Prominent lawyers ko tu waisy hi anawaz Sharif ne khareeda hua hai.... I am disappointed ke IK ne abhi tak koi pressconference ya party meeting nahi bulayi..abhi tak..is issue par

Agar NS ka sarkon per ana justified nahi hy tau IK ka sarkon per ana kaise justified ho sakta hy? Do you realize we are at tipping point? SC is already enduring political mudslinging. I am sure there are far better ways to tackle this reference; ideally this frivolous reference should not last a hearing.
 
oo bhai.. yeh Indian movie nahi hai.. lolz

Kkuchh nahi hona aisa. uss se pehlay hi bail out

Sir ye Indian film kaha se agayi.

Me to apko taqdeer e mulookiat bata raha hon.

Ap baat ki gehrayi me janay ki adat chor chuke hai.

Ye insan ki pehchani hai. Khair PlayStation se khush hue log ya nahi
 
hona tou end main yehi hai. lekin ayaz sadiq ki janib se reference buhat bari ghalti sabit hoga. mere khayal main parliamentary committee ki janib se reference aayega.. jis main government and so called opposition ki jamaatain dono mil kar file karaingi.

bass zardari ko sahi wali deal nahi mil rahi abhi tak. mqm aur molvi diesel ko tou mil chuki hai.

.

Jab Justice Khosa ne God father wala quote apnay verdict main likha hoga..tab shayad unhien bhi andaza nahi hoga ke ye baat kitni sach sabit honay wali hai.. Infact Justice Khosa ne Nawaz Sharif ko tu Godfather kaha bhi nahi tha.. Unhon ne criminality ka zikr kiya tha ke jab aap hisab na dein sakein tu uske peechay crime hota hai... Ye nahi kaha tha unhon ne ke Nawaz Sharif Godfather hai.. Lekin lagta hai ke poori PML N sabit karnay par lagi hui hai ke Nawaz Sharif waqayi Godfather jai
 
EC reforms ke liye bhi IK ko SC jaana chahye...ke judicial commission ki recommendations par amal nahi kiya, EC ne.. IK ko ye petition SC main le kar jaani chahye..atleast 6 months before next elections..warna der hojayegi ..aur koi faida nahi.. Auar agar ye petition le kar nahi agye, tu next elections ka koi faida nahi

naya naya bachelor hua hai. life tou enjoy karlene dein thori si.

Wwaisay baqi sab ke tou careers ko khatra hai.. IK ki jaan kafi khatray main hai aaj kal. Agar uss ko kuchh hua tou phir sab kuchh wapis usi tarah peaceful hojaega jaisay pehlay tha. Lekin mujhay sirf yeh samajh nahi aati ke aik aadmi ki jaan ko khatra hai aur woh phir bhi open main betha hai... baghair kisi protection ke address karta hai... kab tak security agencies uss ke khilaaf foil karti raheingi murder attempts? Sari agencies request kar kar ke thak gaee hain... agar IK ko uss ki apni ghalti ki wajah se kuchh hua tou mulk ko wapis usi jagah pohnchanay ki zimmedari bhi usi par hogi...
 
Agar NS ka sarkon per ana justified nahi hy tau IK ka sarkon per ana kaise justified ho sakta hy? Do you realize we are at tipping point? SC is already enduring political mudslinging. I am sure there are far better ways to tackle this reference; ideally this frivolous reference should not last a hearing.

Whats wrong in doing simple jalsas to support judociary? NS is doing rallies, to malign judociary.. How will IK doing simple jalsas, or even rallies, wrong..if reference is actually filed against Justice Khosa? What was lawyers' movement for?
 
EC reforms ke liye bhi IK ko SC jaana chahye...ke judicial commission ki recommendations par amal nahi kiya, EC ne.. IK ko ye petition SC main le kar jaani chahye..atleast 6 months before next elections..warna der hojayegi ..aur koi faida nahi.. Auar agar ye petition le kar nahi agye, tu next elections ka koi faida nahi

Unfortunately IK missed the only chance he had to get the electoral system reformed back in 2014. NS was all ready to accept everything except resignation.
 
Sir ye Indian film kaha se agayi.

Me to apko taqdeer e mulookiat bata raha hon.

Ap baat ki gehrayi me janay ki adat chor chuke hai.

Ye insan ki pehchani hai. Khair PlayStation se khush hue log ya nahi

泼辣也是他提哦你

kisi fia walay se puchwaya tha... uss ne kaha ke aik ke upar tou masla nahi hai.. aanay do koi baat nahi..
 
Back
Top Bottom