What's new

Panama Case - Post Verdict Discussion and Updates

wohi guzarish hai bajwa sab bhi sai jo monitoring judge sai ki thi.
 
Martial law nahi lagna chaiye.

Paisay nahi milenge wapis.

Me protest kronga agar laga.

Nawaz Sharif kay against.
 
wohi guzarish hai bajwa sab bhi sai jo monitoring judge sai ki thi.

Ji ji bilkol.. Wohi guzarish Bajwa sb se bhi hai.. Jo monitoring judge se thee ke jaisy accountability court par hamla hojaye..monitoring judge kuch na karein.. Iss hi tarah.. Bajwa sb..chahy kuch bhi hojaye..,national security ke saath..woh bhi kuch na karein...

Waisy agar aap post poori parh liya karein..uske baad tanz ke teer chalayein..tu ziada behtar hoga.. Main ne apni post ke end main clear kia hai..ke main Martial law ki baat nahi karrahi.. Gen Raheel Sharif ne bhi martial law nahi lagaaya tha..lekin kuch kaam kiye thay,,

Agar aap post ke point by point rebuttal de diya karein..tanz karnay se pehle tu ziada behtar hoga.

Ya phir aap ke pass...post ko counter karnay ke liye..arguments nahi hotay..point by point...rebuttal ke liye..tu aap bas generally tanz karna behtar samajhtay hain..jaisy its a cool thing..

But it just shows tht u ran out of arguments

Aap logically posts ko counter kar liya karein...yehi yahan ke healthy environment ke liye acha hoga..aur hum sab ko counter narratives samajhnay main asaani hogi....kisi ko bura nahi lagay ga....yahan hum sab ek doosre ke narratve ko samajhnay ke liye hi hain

lekin one liner sarcastic comments de kar..aap sirf ye show karrahay hain ke aap ke pass tanz ke ilaawa kuch ..solid arguments nahi hain denay ko..

Aur atleast aap main itni moral courage honi chahye ke agar aap mujh par ya meri post par tanz kar hi rahay hian tu atleast meri post ko quote kar lein.. Aap saaf mujhe reply karein....beshak...aak ki aadat ke mutabiq one liner sarcastc comment hi sahi...

Bas...aisy hi one liner sarcastc comment kar ke..aur quote na kar ke...apnay aap ko cool pretend karna..ke jaisy yahan sab bewaqoof hain ke kisi ko kuch pata nahi chakay ga ke aap kia keh rahay hain........... Na aap ke pass ..koi point by point rebuttal hai..aur na aap main itni courage hai ke aap quote kar ke reply karein..agar aap direct mujhe quote kar letay tu ziada behtar hota...
 
Last edited:
Waisy agar aap post poori parh liya karein..uske baad tanz ke teer chalayein..tu ziada behtar hoga.. Main ne apni post ke end main clear kia hai..ke main Martial law ki baat nahi karrahi.. Gen Raheel Sharif ne bhi martial law nahi lagaaya tha..lekin kuch kaam kiye thay,,

:o:
aap nai EL SIDD sab ki post bhi mere khatay main dal Di.
 
Thank God.. Aap ne mujhe quote kar liya.. El Sidd ki post main ne aap ke khaatay main nahi daali.. Uski post tu main ne aap ko reply karnay se pehle parhi bhi nahi thee..

But surely..ye jo aap Bajwa sb ke hawaaly se baat karrahay thay..uska matlab samjhna kuch ziada mushkil nahi tha...ke bajwa sb se wohi guzarish hai jo monitoring judge se thee.....ke jaisy main shayad unn se martial law expect karrahi hum ya is tarah ka kuch

Aap ne kuch din pehle bhi jab main ne monitoring judge ke hawaaly se baat ki thee..tab bhi ek liner sarcastic comment diya tha..instead of point by point rebuttal ya argument..ya your own POV..woh denay ke bajaaye..ek liner sarcastc comment de diya tha..mujhe quote kiye baghair..aur aaj bhi...Bajwa sb ke hawaaly..se..meri itni lambi post ke baad..one liner sarcastc comment...instead of giving your own detailed POV..

Hum sab yahan..ek doosre se argue kartay hain.. Different POVs hona..koi masla nahi hai.. Meri bhtt se logon se yahan bhtt behas hoti hai.....ek doosray se apnay POVs share kartay hain..beshak ek doosray se differ hi kiun na karein.. That is perfectly normal...

Aap ko mujh se jitna bhi differ karna ho......aap post ko quote kar ke...counter arguments de dein..kitnay hi...tht will be perfectly fine..

Lekin ye bas..aap jo post par counter arguments diye baghair...hi..bas ..ek one liner sarcastic comment de dete hain..woh bhi quote kiye baghair...ke jaisy kisi ko kuch pata nahi chalay ga....ke aap kia aur kisay keh rahay hain......its really insulting aur offensive..
 
main nai kuch din pehlay aik guzarish ki thi monitoring judge sahib sai us ka hwala diya tha martial law ka nahi.
ap nai wo shareef insan pai pabandi laga rakhi hai to main samja k mere zariyay unhain sunaya ja raha hai.
main mazrat khwa Hu agar ap ko mere koi post insulting lagi Ho to.
 
I think...he is even worse than kiyani... Also.,when NRO happened..it was Musharraf who was the President and COAS at that time... Kiyani was DG ISI..uske baad when Kiyani became COAS..he just followed NRO and all... 2008 main PPP got sympathy vote..aur 2013 main ..PML N ko hi aana tha...international establishment bhi..aur election rigging roknay ka koi system tha hi nahi.. Army wasnt allowed to enter polling stations..so Gen kiyani kuch ziada kar bhi nahi saktay thay rigging roknay ke liye

Doosri baat yeh ke..Gen Kiyani phir bhi kabhi kabhi issues par stand le liya kartay thay... On kerry lugar bill...ISPR gave a detailed response..aur achi baat ye thee ke us press release ko wapis bhi nahi liya gaya tha...us se jamhooryat khatray main nahi pari thee..

Memo gate par bhi kuch tu react kiya hi tha.. SC main COAS aur DG ISI ne apna response bhi diya tha...although ke baad main wahan bhi deal ho hi gayi thee..lekin phir bhi kuch hadd tak tu react kiya tha..

Gen kiyani ne jo bhi deal ki thee...memo gate par...lekin SC main COAS aur DG ISI ne apna response wapis nahi liya tha..jamhooryat ke naam par.. Judicial commission ki report bhi public hogayi thee..

Gen Bajwa is worse than everyone..

Even Gen Raheel Sharif wasnt perfect.. Unhon ne bhi dawn leaks par kisi hadd tak compromise kar hi liya tha..lekin atleast Gen Raheel Sharif ne kaafi kuch achay kaam bhi kiye thay.. He was against corruption.. Corruption ke against kaafi statements detay thay,, dr Asim ko rangers ne unhi ke time par arrest kiya tha.. Karachi op main.. Gen Raheel brought peace back to Karachi and Balochistan.. Atleast dawn leaks par Gen Raheel Sharif ne apnay statements wapis nahi liye thay

Gen Raheel Sharif was also lenient on dawn leaks..but inn ke saamnay tu woh farishta thay.. Gen Raheel Sharif never took his statement back.. Infact none ever did.. Even Gen Kiyani didnt take back his statements..on kerry lugar bill and memo gate.. Yeh kaarnaama Bajwa sb ka hi hai...

Bajwa sb ne tu aisy aisy kaam kiye hain ke MashaAllah kehnay ko dil chahta hai.. Apna tweet wapis le liya.. Ek disqualified criminal..jo army aur SC. Ko roz gaaliyan deta hai..uski wife ko election jeetnay par mubaarak baad dena..Shehbaz sharif ko..wow..this was limit.. Army aur SC ke against vote maanga gaya aur bajwa sb mubaarakbaad de rahay hain... Hadd hai.

Kehtay hain ke ke jitna NS ne PM ke office ko degrade kiya ...kisi ne nahi kiya.. Main kehti hoon ke jitna Bajwa Sb ne COAS ke office ko degrade kiya,,itna kisi ne nahi kiya..

Mujhe Bajwa sb ka koi AIK...SIRF AIK acha kaam bataa dein..jo Bajwa sb ne kiya ho? . Jo Gen Raheel Sharif ne achay kaam kiye thay,,unhein bhi slow down kar diya.. Karachi operation bilkol slow hogaya.. No hi profile arrest since..Bajwa sb became COAS. Sirf NRO hi NRO.. Atleast Gen Raheel Sharif took many initiatives like karachi and balochistan op... Bajwa sb ne...punjab main kaha tha rangers op hoga..uska aur karachi main jo pehle Gen Raheel Sharif ke time main rangers op hua tha..uska koi comparison hai?

Radd ul Fasad kis...balaa ka naam hai? Kisi ko nahi pata? Is main aisa kiya new horaha hai jo Gen Raheel Sharif ke time main nahi tha? Sirf roz ek press release aajati hai..ke search op main itnay weapons pakar liye gaya.,

Acha haan..ek cheez new hai..Raddul Fasaad main...ke kisi hi profile banday ya eceonomic terrorist par haath nahi daala jaayega..

Mnin phir kehti hoon ke mujhe Bajwa Sb ka koi AIK ACHA KAAM jo inhon ne aaj tak kiya ho..COAS bannay ke baad..koi dhoond kar bataa dey tu main maan jaun gi...

Gen Raheel Sharif ne bhi martial law nahi lagaaya tha..lekin corrupt log phir bhi unn se dartay thay... Wh behind the scenes ..theek kaam aksar karaa letay thay...martial law lagaye baghair.. B jwa sb..tu ..siyasatdaan Pakistan ko baich bhi dein ge..tu kahein ge..ke shukr hai mulk main jamhooryat hai..
Koi inn se ye poochay ke bhai..martial law aur jamhooryat ke beech main bhi kuch cheezein hoti hain.. Zuroori nahi ke Martial law lagaya jaye... Thori si raheel Sharif wali approach use karein..jaisy woh aksar kaam nikalwaa liya kartay thay..

Aur abhi tu Bajwa sb ke 2 and a half yrs baqi hain... Allah khair karay..

Lolz..

I actually put both of them in the same category. Khair, it's my analysis based on certain information and I won't challenge yours..

-----------------------------

By the way, what is the result of today's CC meeting? Kia Al Khalid Tank ke engine ke parts ke suppliers ki list finalize hogaee?
 
Abhi tak koi press release nahi aayi.. Koi iss tarah ki hi hogi..press release shayad jaisi aap ne kahi..warna agar ghalti se koi strong press telease aagayi tu kuch din baad wapis le li jayegi..

Acha.. Ye PTI..election bill..ko SC main challenge karrahi hai ya nahi? Kuch samajh nahi aaraha..ke ye SC main challenge karein ge ya nahi?
 
وزیر خزانہ اسحاق ڈار کے اثاثوں کے ناجائز ہونے کی گواہی وہی دینگے جو کبھی فائل پر ڈار صاحب کا نام دیکھتے ہی ٹھپہ پہلے لگاتے تھے اور سانس بعد میں لیتے تھے۔

احتساب عدالت میں نیب کی جانب سے اٹھائیس گواہان کی فہرست عدالت میں جمع کرائی گئی ہے جس میں سب سے پہلا نمبر ہی ڈار صاحب کے ماتحت ایف بی آر کے کمشنر ان لینڈ ریونیو زون فائیو لاہور اشتیاق احمد خان ہیں۔ جے آئی ٹی کے سربراہ واجد ضیاء کو بھی گواہ بنایا گیا ہے جبکہ سپر سکس ٹیم کا کوئی اور رکن گواہان میں شامل نہیں۔ گواہان میں ڈپٹی ڈائریکٹر سعید احمد خان سمیت 23 گواہان کا تعلق حکومت پاکستان کے مختلف اداروں سے ہے جب میں قومی اسمبلی ، وزارت تجارت ، ایکسائز اینڈ ٹیکسیشن سمیت نیب کے پانچ افسران بھی شامل ہیں۔ فہرست میں بنک الفلاح ، البرکہ بنک اور حبیب بنک کے افسران بھی شامل ہیں۔

ڈار صاحب کے احکامات پر جی سر جی سر کرنے والے اب ان کے کارناموں سے پردہ اٹھائیں گے۔ ویسے تو ڈار صاحب نے عرب شیخ کے تین خطوط اپنے دفاع میں تیار کر رکھے ہیں لیکن اپنوں کے خلاف ہونے کے بعد لگتا ہے غیر بھی شاید برے وقت میں ڈار صاحب کا ساتھ نہ دیں۔

اسحاق ڈار کے خلاف گواہوں کی فہرست میں درج ذیل افراد شامل ہیں،

سعید احمد خان ، ڈپٹی ڈائریکٹر الیکشن کمیشن
واصف حسین، ڈپٹی سیکرٹری کابینہ ڈویژن
اشتیاق احمد ، کمشنر ان لینڈ ریونیو لاہور
قمر زمان ڈائریکٹر وزارت کامرس
شیر دل خان ، ڈائریکٹر بجٹ قومی اسمبلی
شاہد عزیز، قومی سرمایہ کاری ٹرسٹ
محمد نعیم، ای ٹی او لاہور
طارق جاوید، سینئر نائب صدر البرکہ بنک گلبرگ لاہور
عبدالرحمان گوندل ، برانچ منیجر الائیڈ بنک قومی اسمبلی برانچ لاہور
فیصل شہزاد ، برانچ گریڈ ایچ ایم بی ایل ایجرٹن روڈ لاہور
مسعود الغنی ، منیجر آپریشنز حبیب بنک کیو بلاک اسلام آباد
عظیم خان، منیجر آپریشنز بنک الفلاح لاہور
فیض الرحمان ، ڈپٹی ڈائریکٹر لاہور ڈویلپمینٹ اتھارٹی
نیاز سبحانی ، ای ٹی او ماڈل ٹائون لاہور
علی اکبر بھنڈر، اے سی رائے ونڈ
سید قبوس عزیز ، ڈائریکٹر آپریشنز نادرا ہیڈکوارٹر
انعام الحق ، پروجیکٹ ڈائریکٹر الفلاح کوآپریٹو ہائوسنگ سوسائٹی
اظہر حسین، ڈسٹرکٹ آفیسر انڈسٹریز
واجد ضیاء، ایڈیشنل ڈائریکٹر ایف آئی اے
شکیل انجم ناگرا، ایڈیشنل ڈائریکٹر نیب اسلام آباد
اشتیاق علی، منیجر اکائونٹس بنک الفلاح گلبرگ لاہور
عمر درواز گوندل ، سب انسپکٹر تھانہ نیب لاہور
ظفر اقبال مفتی، ماہر بنکاری نیب لاہور
عدیل اختر، اسسٹنٹ ڈائریکٹر نیب لاہور
زوار منظور، اسسٹنٹ ڈائریکٹر نیب لاہور
اقبال حسن، ڈپٹی ڈائریکٹر نیب لاہور
عبید سمون، اسسٹنٹ ڈائریکٹر نیب لاہور
نادر عباس، اسسٹنٹ ڈائریکٹر / تفتیشی افسر نیب لاہور
 
I think...he is even worse than kiyani... Also.,when NRO happened..it was Musharraf who was the President and COAS at that time... Kiyani was DG ISI..uske baad when Kiyani became COAS..he just followed NRO and all... 2008 main PPP got sympathy vote..aur 2013 main ..PML N ko hi aana tha...international establishment bhi..aur election rigging roknay ka koi system tha hi nahi.. Army wasnt allowed to enter polling stations..so Gen kiyani kuch ziada kar bhi nahi saktay thay rigging roknay ke liye

Doosri baat yeh ke..Gen Kiyani phir bhi kabhi kabhi issues par stand le liya kartay thay... On kerry lugar bill...ISPR gave a detailed response..aur achi baat ye thee ke us press release ko wapis bhi nahi liya gaya tha...us se jamhooryat khatray main nahi pari thee..

Memo gate par bhi kuch tu react kiya hi tha.. SC main COAS aur DG ISI ne apna response bhi diya tha...although ke baad main wahan bhi deal ho hi gayi thee..lekin phir bhi kuch hadd tak tu react kiya tha..

Gen kiyani ne jo bhi deal ki thee...memo gate par...lekin SC main COAS aur DG ISI ne apna response wapis nahi liya tha..jamhooryat ke naam par.. Judicial commission ki report bhi public hogayi thee..

Gen Bajwa is worse than everyone..

Even Gen Raheel Sharif wasnt perfect.. Unhon ne bhi dawn leaks par kisi hadd tak compromise kar hi liya tha..lekin atleast Gen Raheel Sharif ne kaafi kuch achay kaam bhi kiye thay.. He was against corruption.. Corruption ke against kaafi statements detay thay,, dr Asim ko rangers ne unhi ke time par arrest kiya tha.. Karachi op main.. Gen Raheel brought peace back to Karachi and Balochistan.. Atleast dawn leaks par Gen Raheel Sharif ne apnay statements wapis nahi liye thay

Gen Raheel Sharif was also lenient on dawn leaks..but inn ke saamnay tu woh farishta thay.. Gen Raheel Sharif never took his statement back.. Infact none ever did.. Even Gen Kiyani didnt take back his statements..on kerry lugar bill and memo gate.. Yeh kaarnaama Bajwa sb ka hi hai...

Bajwa sb ne tu aisy aisy kaam kiye hain ke MashaAllah kehnay ko dil chahta hai.. Apna tweet wapis le liya.. Ek disqualified criminal..jo army aur SC. Ko roz gaaliyan deta hai..uski wife ko election jeetnay par mubaarak baad dena..Shehbaz sharif ko..wow..this was limit.. Army aur SC ke against vote maanga gaya aur bajwa sb mubaarakbaad de rahay hain... Hadd hai.

Kehtay hain ke ke jitna NS ne PM ke office ko degrade kiya ...kisi ne nahi kiya.. Main kehti hoon ke jitna Bajwa Sb ne COAS ke office ko degrade kiya,,itna kisi ne nahi kiya..

Mujhe Bajwa sb ka koi AIK...SIRF AIK acha kaam bataa dein..jo Bajwa sb ne kiya ho? . Jo Gen Raheel Sharif ne achay kaam kiye thay,,unhein bhi slow down kar diya.. Karachi operation bilkol slow hogaya.. No hi profile arrest since..Bajwa sb became COAS. Sirf NRO hi NRO.. Atleast Gen Raheel Sharif took many initiatives like karachi and balochistan op... Bajwa sb ne...punjab main kaha tha rangers op hoga..uska aur karachi main jo pehle Gen Raheel Sharif ke time main rangers op hua tha..uska koi comparison hai?

Radd ul Fasad kis...balaa ka naam hai? Kisi ko nahi pata? Is main aisa kiya new horaha hai jo Gen Raheel Sharif ke time main nahi tha? Sirf roz ek press release aajati hai..ke search op main itnay weapons pakar liye gaya.,

Acha haan..ek cheez new hai..Raddul Fasaad main...ke kisi hi profile banday ya eceonomic terrorist par haath nahi daala jaayega..

Mnin phir kehti hoon ke mujhe Bajwa Sb ka koi AIK ACHA KAAM jo inhon ne aaj tak kiya ho..COAS bannay ke baad..koi dhoond kar bataa dey tu main maan jaun gi...

Gen Raheel Sharif ne bhi martial law nahi lagaaya tha..lekin corrupt log phir bhi unn se dartay thay... Wh behind the scenes ..theek kaam aksar karaa letay thay...martial law lagaye baghair.. B jwa sb..tu ..siyasatdaan Pakistan ko baich bhi dein ge..tu kahein ge..ke shukr hai mulk main jamhooryat hai..
Koi inn se ye poochay ke bhai..martial law aur jamhooryat ke beech main bhi kuch cheezein hoti hain.. Zuroori nahi ke Martial law lagaya jaye... Thori si raheel Sharif wali approach use karein..jaisy woh aksar kaam nikalwaa liya kartay thay..

Aur abhi tu Bajwa sb ke 2 and a half yrs baqi hain... Allah khair karay..
Hope Gen. Amir Riaz bcome next COAS after Gen bajwa tenure ..

U ppl dont understant tht army cant impose martial law even if they want to.. bcz these pol croooks have looted so mch tht our economic conditions are very adverse.. Suppose army take control over then they will hve to face and solve economic crisis too..poltcl crooks will strt to blame army fr these economic condition and will try to settle their scores..so amry is nt in position to impose anythting
 
Asma aunty baant rahi hain.

Pakar lo.

Sir halat ese hain k mene apne bachon ko qauid e azam kay 14 points parhana shuru krdiye hain.

Bohat kaam anay wale hain.

Sawaal pakka ata hai exam me.

Wo bhej dena
:lol::lol::lol:
 
Hope Gen. Amir Riaz bcome next COAS after Gen bajwa tenure ..

U ppl dont understant tht army cant impose martial law even if they want to.. bcz these pol croooks have looted so mch tht our economic conditions are very adverse.. Suppose army take control over then they will hve to face and solve economic crisis too..poltcl crooks will strt to blame army fr these economic condition and will try to settle their scores..so amry is nt in position to impose anythting

no one wants military take over here ... but people also don't want crooks to go unpunished !!

Abhi tak koi press release nahi aayi.. Koi iss tarah ki hi hogi..press release shayad jaisi aap ne kahi..warna agar ghalti se koi strong press telease aagayi tu kuch din baad wapis le li jayegi..

Acha.. Ye PTI..election bill..ko SC main challenge karrahi hai ya nahi? Kuch samajh nahi aaraha..ke ye SC main challenge karein ge ya nahi?
22196227_1909550929072529_6062592903765959392_n.jpg
 
Abhi tak koi press release nahi aayi.. Koi iss tarah ki hi hogi..press release shayad jaisi aap ne kahi..warna agar ghalti se koi strong press telease aagayi tu kuch din baad wapis le li jayegi..

Suna hai aaj ki CC conference buhat khatarnaak mahol main huee hai..
 
:lol::lol::lol:

Press release tak tu aayi nahi.....

Waisy...aap sach main kuch expect karrahay thay..is CC conference se?

Yaqeen karain ke main expect kar raha tha ke Al Khalid Tanks ke engine ke spare parts ke suppliers ke mumalik ke sarbarahon ki list discuss huee hogi..

Lekin haqeeqat kuchh aur hai..

Dekhtay hain press release main kia aata hai..

CC meeting main sirf aik banda nahi hota.. aaj other Lt. Gens bhi thay..
 
Back
Top Bottom