What's new

My poem for Hafiz Asim Munir

. .
اہل وطن سر کٹوانے کو تیار ہیں
اب تمہارے جبر کی تلواریں بیکار ہیں

تلخیاں شدت کو پہنچی اور اب
واپسی کے راستے بھی ناگوار ہیں

ہم تو لاکھ جاہل گوار سہی مگر
اس دیس کے تو حافظ بھی مکار ہیں

غداری اور وطن دوستی میں غازیوں کو فرق نہ رہا
اب کی بار محب وطن بھی وحشیوں کا شکار ہیں

پانی کی بندش اگر یزیدی عمل ہے تو
پھر یہ حکمران بھی یزید کے پیروکار ہیں

حق پرستی جرم ہے اگر اس دور میں
تو شاہد پھر ہم بھی خطاوار ہیں


Ahl e wattan sar katwany ko tayaar hain
Ab tumhary jabr ki talwaarain bekaar hain

Talkhiyan shiddat ko pohanchi aur
Ab Wapasi ke rasty bhi nagavaar hain

Hum lakh jahil o gavaar sahi magar
Is des ke to hafiz bhi makaar hain

Ghadari aur wattan-dosti men ghaziyon ko farq na raha
Ab ki baar mohib e watan bhi wehsiyon ka shikaar hain

Paani ki bandish agar yazeedi amal hai to phir
Yeh hukamraan bhi yazeed ke perokaar hain

Haqparasti jurm hai agar is daur men to
Shahid phir hum bhi khataavaar hain
You have great talent sir, keep writing.
 
. .
Back
Top Bottom