What's new

Member's Personal Talent Page

abbasniazi

SENIOR MEMBER
Joined
Aug 16, 2008
Messages
1,149
Reaction score
0
Country
Pakistan
Location
Pakistan
Guys... Our creator has blessed us with distinct qualities, we see, feel, taste, analyse and ultimately want to express our thoughts, emotions, opinion in different ways...here is an opportunity for all members to post their talents but the only condition is that the posted item/pic/video should be member's own creation or expression of his/her talent. Lets see what comes our way...
 
Last edited:
.
Tumhain Ijazat Hai by Abbas Khan Niazi.jpg
Dil jo nalaan hain - Ghazal by Abbas Khan Niazi.gif
hum_ko_ulfat_kay_fasanay_na_sikhaye_koi-by_abbas_khan_niazi.gif
mohabbat by abbas_khan_niazi.gif
BeZuban Mohabbat ko Rasta Nahi Milta by Abbas Khan Niazi.jpg
Kisi ka kia bhala jata by Abbas Khan Niazi.jpg

2nd last and 3rd last Poems were composed in 1999, then i quit writing and resumed it after 12 or 13 years...once a poet always a poet.... :-)
 
.
In the fifth poem ,when he asks , tum samajhtay keu nahi yeh zulf keu uljhi rehti hai,
I think shampoo change karnay say faraq parta hai ,or u can use conditioner after shampoo wash.
 
. .
Oh my god lekin jaisay aap keh rahay hain apnay shayar ko maar diya ,lekin keu?
 
MASHA ALLAH...kia solution nikala hai...bhai wah wah...us waqt pata hota to zaroor try kerta...aainda khayal rakhon ga...

Shaair itna naalaiq tha kay usay yeh bhi nai pata tha kay shampoo say zulf sulajh sakti thi...aisay nalaiq aadmi ko jeenay ka koi haq nai is liye maar diya...

Wah khan g, 2jhy numbur aali saaraan tu dadhi lgim

Lala jee tuhadi zarra nawazi hai kay tusi kalaam pasand keeta...meharbani...
 
.
MASHA ALLAH...kia solution nikala hai...bhai wah wah...us waqt pata hota to zaroor try kerta...aainda khayal rakhon ga...

Shaair itna naalaiq tha kay usay yeh bhi nai pata tha kay shampoo say zulf sulajh sakti thi...aisay nalaiq aadmi ko jeenay ka koi haq nai is liye maar diya...

Lala jee tuhadi zarra nawazi hai kay tusi kalaam pasand keeta...meharbani...
Lolzzzzzzzzz!
 
Oooooohhhh!!! Tau sirf shampoo wala idea nahi honay ki wajah say apnay shaayar ko maar diya!!!

Ab aap shampooo pay poem likhainnnn.
Mera mehboob aik shampoo haii!!
 
Jee Nahin main poem likhon ga kay mainay is dafa sahi wala mehboob chunna hai aur us ki shampoo ki agency hai...
 
Hahahahhahahahaha. That was so funnny!

Apka matlab hai apkay mehboob kee shampoo ki shop hai.
9cRgGRzgi.gif
. Lolzzzzzz.

Acha magar ap apni avatr pic phir zarur change kar lena,apki ankh itni red hai , log samjhain gay kay keukay mehboob ki shampoo ki shop thee tau aashiq ko free shampoo milta tha aur woh itna shampoo use karta tha kay uskee ankhon may chala jata tha aur woh red ho jaati theen.
 
. .
In the fifth poem ,when he asks , tum samajhtay keu nahi yeh zulf keu uljhi rehti hai,
I think shampoo change karnay say faraq parta hai ,or u can use conditioner after shampoo wash.

instead of saying good work..

tum jese log mazak urate hai. khud to kuch ata jata nahi or dusre ki poem ka mazaak uarati hai. shame on you:mad:

my talent: I can do horse riding
 
. .

Pakistan Defence Latest Posts

Back
Top Bottom