What's new

If a movie were made about your life , what would the title be ?

jinn lafz arabi me bhi define nahi hai...... har unknown shakhs ko jinn kaha jata hai..... jinn koi lafz nahi ek eshara hai...

wese bhi khawateen unknown cheez hain....jinn lafz sahi istemaal kiya hai apne

Poor urdu grammer ..
Jin lafz male k liye use kia jata ha female k liye nhi .
Chlo fema,e k liye churail or jo kuch oraten waaqai hoti hain .. ( excluding me ) :angel:
 
Poor urdu grammer ..
Jin lafz male k liye use kia jata ha female k liye nhi .
Chlo fema,e k liye churail or jo kuch oraten waaqai hoti hain .. ( excluding me ) :angel:

ji male isliye hai kay arabi mashray me har unknown cheez male hi hoti hai..

djinn arabi ka word hai..

aap surah e djinn zaror parhyiega usme hidayat kese milti hai usse bayaan kiya gaya hai.
 
ji male isliye hai kay arabi mashray me har unknown cheez male hi hoti hai..

djinn arabi ka word hai..

aap surah e djinn zaror parhyiega usme hidayat kese milti hai usse bayaan kiya gaya hai.

Zaroor in sha Allah .
Quran pak jitna tarjuma me parha jaae ziada acha mehsoos hota ha be nisbat sirf arabi me .
 

Pakistan Affairs Latest Posts

Back
Top Bottom