What's new

Han jee!!

.
:lol: لگتا ھے معرے سوا کسی کو اردو معن لھکنے کا شوک نھی چڑ رھا۔
 
. . .
Yaar ga ga ke gaw'waye bantay hain, waqt ke sath sath adat adat bhi parh jaegi ;)
 
. .
:D:D !! جعسئس، تھیس رعاللے وہرکس
 
.
:D:D !! جعسئس، تھیس رعاللے وہرکس

:undecided: یھ سب میرے سر کے اوپر سے گوذد گیآ۔
 
.
Ha ha !

Itna waqt guzar gya hai urdu parhay huay ke jab pehla joomla urdu mai dekha tau left to right parhnay ki koshis kar raha tha.

"Left to Right" - Sajay Khabay!

Nahin, woh to Punjabi hai,

Haan! daen baen. Magar daen left hai kay right?
 
. .
Kya hum " Bhonsri kay" jaisay ba-Tameeez alfaaz istamaal kar saktay hain, Admin sahib?

Aur jawab may alfaaz ka matlab bhi bataiya - istamaal to kiya hai, magar matlab kabhi nahin samajh may aya...
 
.
Kya hum " Bhonsri kay" jaisay ba-Tameeez alfaaz istamaal kar saktay hain, Admin sahib?

Aur jawab may alfaaz ka matlab bhi bataiya - istamaal to kiya hai, magar matlab kabhi nahin samajh may aya...

Mere hisaab se aap MOD hain to aish karain! Mazaq hai jee!:partay:
 
.
Kya hum " Bhonsri kay" jaisay ba-Tameeez alfaaz istamaal kar saktay hain, Admin sahib?

Aur jawab may alfaaz ka matlab bhi bataiya - istamaal to kiya hai, magar matlab kabhi nahin samajh may aya...

Nope, yahan bhi galee galoch ki saqt mumaniyet hai! :mod:
 
. .
مین نے امریکن ویبسعٹ پر اردو ٹیوٹرنگ کا یشتھار ڈالا تھا۔ مجھے عئمیل آئ ھے گورے سے۔ تو شاید مین اردو کا اوستاد بن جاون گا جلد ھئ۔​

:D:D:flame:
 
.

Country Latest Posts

Back
Top Bottom