What's new

goodbye (temporary)

Status
Not open for further replies.
jab phoncha tou 2009 riots start ho gai the aur sactions ka sara period bhi dekha , research par focus hai inka lakin language problem akhr taq raha cuz saree subjects farsi mein parhne the :P
Yaar samajh nahi aati English ke ilawa kese parh lete hain doosre zubanoon mein. China,Russia wagaira saare apni zubanoo mein parhte hai. Mein tou agar Urdu mein parhaein tou fail ho jaoun.
Chalo issi bahaney farsi zuban aa gai. kahin na kahin kaam aaye gi...OSINT ke liye bhi.
 
. . .

Wese aik baat baton English mein higher studies faida hai , yeh mera experience hai, mere irani classfellows abhi sab english yaad kar rahe hain kunka masters mein english ka kafi role hai beshak app apni language mein kar rahe hon,
Farsi zuban spoken aur reading tu class ki hai writing roman mein kafi strong hai , mujhe forum intezamiya serious lee tou kafi help karsakta hon , magr serious tou lee na
Btw dari bhi atti hai kunka hostel mein rrom mate afghani tha from kandhar
 
. . . .

Forum mein thand hi rehti hai. Khud initiative aur kaam kerna perta hai. Mere paas IR ka Proj hai and nothing new there. Keep gathering OSINT and share if something comes up. Ahista ahista rooshni parey gi aap ke kaam par.
I will be behind you. Mein tou chahta hun PDF unique aur behtareen forum baney. Aap ki involvement and participation will be beholden.
 
. .

chalain theek hai kuch kartein hain iss par kaam, poora west asia cover karsakta hon itni OSINT maal milta hai, abhi aik paf wala proj pakra hoa hai
 
. . .
.
Main Hazrat Nooh k Selab k aik do sal bad hi peda hoa tha...boht ziada purana hon.
Itnay puranay

assalamualaikum everyone
i am going to be deactivated from pdf
28 jan 2019 till last board paper.
great love for all members.
plzzzzzz pray for my board papers.
especially p.st subject.
meet u guyz on last board exam.

allah hafiz
goodbye.

regards,
aiman talha hashmi.

@Muhammad Shahab Janjua see this.

Main Hazrat Nooh k Selab k aik do sal bad hi peda hoa tha...boht ziada purana hon.
Sir plz sahi age btain
 
. .
Status
Not open for further replies.

Pakistan Defence Latest Posts

Pakistan Affairs Latest Posts

Back
Top Bottom