What's new

goodbye (temporary)

Status
Not open for further replies.
6 aur 7 fazaia , 1st in city school , 8th in bharia remaining time in apsacs

abb 10th aur 12th mein hotein hai practicals matlb SSC aur HSSC ke aik sath hotein hain
Oo yes, abb yaad aaya iske barey mein.
Btw, Practicals to naam ke hote thay.hum tou practical books se pages phar ker sath leker aate thay.
1,2 mein ne bhi city se parha,3,4,9-12 teen different aps se parha.
 
.
Prellium kya hai. Itne parhe likhe nahi ke ye samjhe... Google ker leta agar laptop par hota?
sindh board main board exams se pehle board ke treke se papers lia jata hai pori books ka issay prelliums kehtay hain

Oo yes, abb yaad aaya iske barey mein.
Btw, Practicals to naam ke hote thay.hum tou practical books se pages phar ker sath leker aate thay.
1,2 mein ne bhi city se parha,3,4,9-12 teen different aps se parha.
oh sir lucky hain ap
 
.
Hahaha waise hum ne Kon sa leak ke baad teer mar liya , pre engineering ker ke mba Kara aur shock photography ka .. lol
Mein me pre engg ke baad mech engg shru ki hwi hai aur shoock IR international relations ka hai...
 
. .
1,2 mein ne bhi city se parha,3,4,9-12 teen different aps se parha.
city konsa mein city quetta se parhi baki fazaia lahore mein ki 6 aur 7th mein aur apsacs pindi walon mein kabhi adiyala road wala tou kabhi garrison wala.
Btw, Practicals to naam ke hote thay.hum tou practical books se pages phar ker sath leker aate thay.
haha new certifcates lagwa lete the porani par hahahah
Mein wese yeh kam aik hee dafa kiya tha
 
.
city konsa mein city quetta se parhi baki fazaia lahore mein ki 6 aur 7th mein aur apsacs pindi walon mein kabhi adiyala road wala tou kabhi garrison wala.

haha new certifcates lagwa lete the porani par hahahah
Mein wese yeh kam aik hee dafa kiya tha
hahahah
 
. .
sindh board main board exams se pehle board ke treke se papers lia jata hai pori books ka issay prelliums kehtay hain

oh sir lucky hain ap
Okay then, prelliums=pre board.

Lucky kya, tiyari hoti nahi thi, desperate hota tha koi paper ya ans bta de. Abb tou parwa hi nahi hai uni aaker. Na ghar walon ki nighrani, apni zimedari hai saari. Dil hi nahi kerta uni jaane ka. 3 din ho gaey start huwa hai semester. Jaaga hota hun subah par mood hi nahi banta jaane ka. Korean drama dekh ker waqt guzarta hun...
 
hahah
name of korean drama
name of uni
 
. . . . . .
Status
Not open for further replies.

Latest posts

Pakistan Defence Latest Posts

Pakistan Affairs Latest Posts

Back
Top Bottom