Main to kehta hoon, keh Raaz us wakt tak raaz hai jab tak woh aap kay paas hai, agar aap kisi ko raaz batatay hain, to jab aap khud raaz ko raaz nahi rakh rahay to doosroon say kia expect karain gay?
waisay yeh to fact hai keh agar aap ko koi baat phailani ho to kisi khatoon ko bata dain, aur saath yeh kahain keh 'kisi ko batana nahi', she will tell everybody by saying that 'keh mujhay mana kia tha keh kisi ko batana nahi lekin aap ko bata rahi hoon, iss liyay aap agay kisi ko mat batana'... multiplier effect goes on..