What's new

تیرا پاکستان ہے نہ میرا پاکستان ہے

Mera Pakistan hy - Sirf mera pakistan hy - yeh jo mera pakistan hai na bus mera hi pakistan hy ..
 
ہم سب کا پاکستان میرا پاکستان
 
YA USKA PAKISTAN HA.... JO SADARA PAKISTAN HA
 
Ashrafiya ka Pakistan hai.. Ghareeb Bhook sy mar jaye, bimari sy mar jaye, kiya fark padhta ha, ghareeb k paas taleem na ho, rozgar na ho kiya fark padhta hai, awaam ko jahil rakh kr hakomat ki jaye or lisaniyat ko farogh diya jae jis ki waja ek waqt aisa aega k dilo sy pakistan ki mohabbat nikal jaye or shakhsiyat or lisaniyat ki muhabbat hawi hojae kiya fark padhta hai.

Ya Rab pakistan ko aisa shaour aisi fikar or Ourooj dy k kabhi Andesha-e-zawaal na ho.

:pakistan:
 
Last edited:
Pakistan belongs to Allah.

Beat that modafakas
 

Back
Top Bottom