What's new

Simply stick it in!

. . . . .
yaar mainay to yehi suna hay...kay pathan aur sikh...kisi zaat ka nahin, kaifyat ka naam hay....Aur yeh kafiyat kisi par bhi taari ho sakti hay...
 
. .
Umrao Jaan ki tareef karna to suraj ko chiraagh dikhana hai
Aisee haseen ke paristaan ki paree zeher khaa le
Shairaa aisee ke ustaad kaan pakrein
Aur awaaz....
Shola sa lapak jae hai awaaz to dekho...:enjoy:

 
Last edited by a moderator:
. .
Piyaar kiya to darna kiya.

 
Last edited by a moderator:
.
thanks for the classics...i loved the film umraoo jaan

courtesans were also a great instrument in the development of urdu culture.
 
.
thanks for the classics...i loved the film umraoo jaan

courtesans were also a great instrument in the development of urdu culture.

Indeed, they've contributed a lot to the development of the Urdu language.
Kiya shayestagee, kiya nizaakat...sunte sunte dil nahi bharta.
 
.
Zara yeh shaerana muqabla suniye aur lutf lijiye. :enjoy:

 
Last edited by a moderator:
.
this is one of my favourite parts of the film... what a song at this juncture in the film. the lyrics do justice, and so does the composition. And Dilip Kumar's poise is priceless.
 
.
It is considered as one of the the best composed kawali of Urdu movie industry. The kawali has its one of its kind witht the composition of Naushad, lyrics of Sahkeel Badayuni and the classical voice of Shamshad Begum with youthful voice of Lata Mangeshkar.

* * *
Teri mehifl mein kismat azma kar hum bhi dekhenge,
ghadi bhar ko tere nazdik aakar hum bhi dekhenge.

Teri mehifl mein kismat azma kar hum bhi dekhenge,
Tera kadmo pe sar apna juka kar hum bhi dekhenge

Baharein aaj paigam-e-mohbbat leke aayi hai,
badi muddat mein umeedoine ki kaliyaN muskarayi hain
Gham-e-dil se zara daman bachakar hum bhi dekhenge

Agar dil gam se khali ho to jeene ka maza kya hai,
na ho khun-e-jigar to ashq peene ka maza kya hai
Mohbbat mein zara aansoo beha kar hum bhi dekhenge
Teri mehfil mein……

Mohbat karne walonka itna hi afsana ,
tadpna chupke chupke aah bharna ghutke marjana
Kisi din ye tamasha muskara ke hum bhi dekhenge
Teri mehfil mein……

Mohbat humne mana zindgi barbad kar di
ye kya kam hai ke mar jane par duniya yaad karti hai
kisi ke ishq mein duniya lootakar hum bhi dekhenge

Tera kadmo pe sar apna juka kar hum bhi dekhenge.
Ghadi bhar ko tere nazdik aakar hum bhi dekhenge.
Teri mehifl mein kismat azma kar hum bhi dekhenge.
 
.

Country Latest Posts

Back
Top Bottom