What's new

Panama leak Case Proceedings - JIT Report, News, Updates And Discussion

Status
Not open for further replies.
Even if we think that NS will be out, the post NS scenario is not clear. It is still possible that Maryam is left unscathed and assumes party leaderhip in place of NS. Even if Maryam gets banned, there is possibility of NS's wife taking over party for a brief period.

Well, we can't prevent it. You ban everyone now, only to find grandchildren taking over.

If NS is disqualified, our only hope is that his party's popularity gets severe hit. This is the only way forward.

Advocate said ke JIT ko bhi sunn letay hain.. And then said ke 12th ko hussain nawaz ki reservations sunein ge...

Aaj hi kiun nahi sunn li? Aur ye matter close kiun nahi kar diya? Samajh nahi aaya.. 12th tak delay karnay ki kiz zuroorat thee?

Aur yeh JIT ki jo reservations hain..woh bhi 12th ko suni jaayein gi phir?

I didn't like today's Advocate's remarks TBH.

Aaj pakora judge ke remarks nahi aaye kuch khas.. Bilkol chupp lag gayi pakora judge ko... Ya Tu unhein especially doosray judges ki taraf se kaha gaya hai...ke aap ziada remarks na diya karein?

Pakora bilkul bekar judge hai.. Khair, mujhay tou uss pe shak hai ke uss ne remarks jaan boojh kar diey thay.. Abb dekh raha hai ke kia effect hua uss ke remarks ka.. PMLN ke haqq main..

Aur doosri baat ye..ke JIT ne hussain nawaz ko phir bulaa liya hai..5th time..... aap ko kiya lag raha hai ke JIT baar baar hussain nawaz ko kiun bulaa rahi hai? Agar woh docs nahi de rahay tu theek hai..ye baat JIT...apni report main mention kar dey..is se unki guilt confirm horahi hai.. Agar JIT hussain nawaz ko hi baar baar bulaat rahay gi..tu baqi logon ko kab bulaayegi? Is se tu JIT ka time waste horaha hai.. Agar ek ek par itna time lagaayein ge..tu phir mujhe nahi lagta ke 60 days main investigations complete hongi @PakSword

Shayad the investigations have been expended. Now he is being questioned about many things.. all related to 13 questions. I mean aik ke baad aik raaz khul raha hoga abhi tou..

Today, I realized that JIT is very determined to unearth every wrongdoing of Sharif family. Bachon ko dhamki wali baat dil pe le gaey saaray members.. PMLN thought ke Nidhal's address will serve as a threat, but it worked opposite.

Abb tou suna hai Brigadier bhi ghussay main aaya hua hai and he has contacted his department to lodge an application against Nidhal's threats separately. Pata nahi kitni sadaaqat hai iss main..
 
I didn't like today's Advocate's remarks TBH.

Advocate ke remarks..achay kab lagtay hain? Pakora judge ko tu chup lag gayi bilkol...

Waisy pata nahi...kiun...lekin ab mujhe JIT ki proceedings conclusion ki taraf jaati hui nazar nahi aarahi... Mujhe lag raha hai ke abhi tu govt ne pic leak ki thee... Next few days main hosakta hai ke koi vid leak hojaye.....Kiun ke hussain nawaz ke lawyer ne jab kaha ke vid recordings band karayi ja yein..tu Justice Ijazul Ahsan ne kaha tha ke yeh koi vid tu leak nahi hui..sirf screen shot hai.. Uske baad hosakta hai ke govt next step yeh ley..ke ab koi vid bhi leak ki jaaye.. Aur JIT itni ziada controversial hojaye ke kaam hi na karsakein

JIT ko chahye ke aisa kuch honay se pehle jald se jald apna kaam complete karnay ki koshish karein .....lekin JIT slow jaa rahi hai, bhtt... Yeh hussain nawaz se hi aagay nahi nikal paa rahay... Doosrun ko pata nahi kab bulayein ge? Doosrun ki baari aatay aatay..us waqt tak PML N ..pata nahi..kia kia karchuki hogi?

JIT ko ab apni speed barhaani chahye

Jo bhi hai.. JIT should speed up.. Pehle mujhe lag raha tha ke next JIT report final hosakti hai..lekin ab tu duaa karrahi hun ke 60 days main hi final ho jaye tu bhtt bari baat hogi.. 1 month reh gaya hai..

Kon sa brigadier? ISI ke ya MI. Ke? Kherr jo bhi ho.... ISI ya MI kaisy application lodge karsakti hai? Inke pass kon sa legal way hai..application lodge karnay ka..in SC? This isnt possible... Ziada se ziada yehi hosakta hai..ke JIT apni reservations SC main file kar dein..jo Wajid Zia ne aaj kaha hai... Pata nahi kab karein ge? I hope jaldi kardein.. Want to know..ke kia kehti hai JIT?
 
Ab Monday tak ka intezar.... :( yeh advocate sukoon se nahi rehnay dein ge , humein :(

Pata nahi JIT ki investigations conclude bhi hosakein gi ya nahi?
 
JIT is going fine.. It is a HUGE investigation. Only 5 people are assigned with limited support. Out of those 5, only 2 have extensive experience of investigating financial crimes. The secrecy in this particular investigation is such that they are now sharing the details with even their own team members (sub teams) with extreme caution.

Many analysis were saying that 60 days aren't enough. They are working more than 12-14 hours despite Ramadan. Also, they can't employ usual investigation techniques (drawing room ki sair waghaira) on these high profile criminals. So getting answers from them is not very easy and takes a lot of time and effort. They have not missed a single Saturday and Sunday because of the humongous task.

If they are able to complete the investigation within 60 days despite all of the above, we should be thankful to them in my honest opinion.

As advocate pointed out today, he will not allow a single hour on top of 60 days..

JIT walay insaan hain.. kuchh khayal karain Ramadaan main becharon ka.. Warna unn ko usual techniques istemaal karney ki ijazat dilwaein..

:-)

ISI ya MI kaisy application lodge karsakti hai?

Sorry, not the application, but an information note.. I think they have to report any threats to their respective department.. I think MI walay ne kia hai..
 
Yeh 60 days se pehle hi koi qayamat le aayein ge PML N walay.. 60 days honay kahan dein ge?

Aaj jo Hussain Nawaz ke lawyer ne kaha tha ke vid recordings rok dein..us par Justice Ijazul Ahsan ke remarks thay ke vid leak nahi hui..screen shot tha... Mujhe lagta hai ke ab inka next step yeh hoga ke vid leak ki jaye.. JIT ko itna ziada controversial banaa diya jaye ke woh kaam hi na kar sakein.. Aur advocate uska bhi ilzaam JIT par daal dein..ke vid leak ka jawab dein? Ab tu media par sab kehna shuru hogaye hain ke pic leak ka faida PML N ko hua hai..lekin advocate ko yeh baat kaun samjhaaye?

Agar God forbid vid leak hogayi tu phir tu JIT kaam nahi karsakay gi.. Is liye main chahti hoon ke JIT as soon as possible..complete karay.. Pooray 60 days ka wait na karay..

Aur baji aur PM ko plzz pehle bulaa lein.. Uske baad hasan aur hussain nawaz se bhi kartay rahein.. Lekin pehle ek dafa ishaq dar, PM aur baji ko bulaa lein.. Inke statement ki baari aatay aatay bhtt der na hojaye.. Hasan aur hussain ke atleast initial statements t aaa hi chukay hian na? Unki kich na kuch tu report de hi dein ge.. Iss liye pehle inhein chahye ke ab pehli fursat main ishaq dar, PM aur baji ko bulaa lein.. Uske baad chahein tu hasan aur hussain ko bhi bulaatay rahein..

Bas advocate jo timeline ko baar baar point out karrahay hain..i think yeh ek hi acha kaam kiya hai shayad unhon ne.. J bhi hona hai 60 days main ho.. Aur yeh InshaAllah karsaktay hain.. Bas pehle ab agar baji, ishaq dar aur PM ko bulaa lein.. Atleast sab ki initial statements inke pass zuroor hon...taakay agar yeh baad main boycott bhi kar dein tu initial statements ki basis par report tayyar kar lein... Advocate aur pakora judge ka koi bharosa nahi ..ke keh dein ke kiun ke PM ka statement revord nahi hosaka tu hum disqualify nahi karsaktay.. Tu sab ke initial statements honay zuroori hain report main... Baad main hasan, hussain aur jis jis ko bhi jitna dafa beshak bulaa lein
 
Yeh 60 days se pehle hi koi qayamat le aayein ge PML N walay.. 60 days honay kahan dein ge?

Aaj jo Hussain Nawaz ke lawyer ne kaha tha ke vid recordings rok dein..us par Justice Ijazul Ahsan ke remarks thay ke vid leak nahi hui..screen shot tha... Mujhe lagta hai ke ab inka next step yeh hoga ke vid leak ki jaye.. JIT ko itna ziada controversial banaa diya jaye ke woh kaam hi na kar sakein.. Aur advocate uska bhi ilzaam JIT par daal dein..ke vid leak ka jawab dein? Ab tu media par sab kehna shuru hogaye hain ke pic leak ka faida PML N ko hua hai..lekin advocate ko yeh baat kaun samjhaaye?

Agar God forbid vid leak hogayi tu phir tu JIT kaam nahi karsakay gi.. Is liye main chahti hoon ke JIT as soon as possible..complete karay.. Pooray 60 days ka wait na karay..

Aur baji aur PM ko plzz pehle bulaa lein.. Uske baad hasan aur hussain nawaz se bhi kartay rahein.. Lekin pehle ek dafa ishaq dar, PM aur baji ko bulaa lein.. Inke statement ki baari aatay aatay bhtt der na hojaye.. Hasan aur hussain ke atleast initial statements t aaa hi chukay hian na? Unki kich na kuch tu report de hi dein ge.. Iss liye pehle inhein chahye ke ab pehli fursat main ishaq dar, PM aur baji ko bulaa lein.. Uske baad chahein tu hasan aur hussain ko bhi bulaatay rahein..

Aap ko kia lagta hai? Yeh JIT walay khud delay kar rahay hain? Yeh tou baqol kuchh logon ke azab samajh rahay hain current situation ko.. Inn ka bass chalay tou 2 din main mukammal kar ke aagay bhijwadain report.. but yeh itni bari investigation hai.. I think if people do not cooperate, they will just excuse in the last days.. ke humain nahi mila despite so many efforts.. Kisi ne money trail nahi di.. aur hamari nazar main Hudaibia ki investigation theek hai.. uss ke mutabik faisla hona chahiey.. phir Advocate aur Pakora jo chahay karain..

-----------------
Kitna ghatia aadmi hai yeh nihdaal.. Ramadan ka bhi khayal nahi kar raha.. jhoot pe jhoot, bakwas pe bakwas..

Aap ko kia lagta hai? Yeh JIT walay khud delay kar rahay hain? Yeh tou baqol kuchh logon ke azab samajh rahay hain current situation ko.. Inn ka bass chalay tou 2 din main mukammal kar ke aagay bhijwadain report.. but yeh itni bari investigation hai.. I think if people do not cooperate, they will just excuse in the last days.. ke humain nahi mila despite so many efforts.. Kisi ne money trail nahi di.. aur hamari nazar main Hudaibia ki investigation theek hai.. uss ke mutabik faisla hona chahiey.. phir Advocate aur Pakora jo chahay karain..

Mera kehnay ka matlab hai ke PM, baji aur ishaq dar ko ab pehlay bulaana chahye inhein... Hussain nawaz ko jo baar baar bulaa rahay hain ..woh bhi theek hai... Lekin uski ki kuch na kuch tu report tu inhon ne likh hi li hogi na? Ab is se pehle ke sharif family boycott karein...JIT ko apna focus, ishaq dar, baji aur PM par ziada rakhna chahye... Taakay JIT atleast ye tu keh sakay ke hum ne sab se poocha tha... Kisi ne humein koi satisfactory answer nahi diya....

Lekin agar baqion par abhi focus hi nahi hai.. Pehlay inhon ne faisla kiya hai ke nahi... Sab se pehlay hussain nawaz se hi sab kuch poochna hai...us se conclude hoga tu kisi aur taraf jayein ge..ye approach theek nahi hai.... Sab se atleast initial kuch na kuch interrogation hojaye...so tht yeh log apni koi report t de sakein... Mujhe lagta hai ke PM aur baji ki baaray aanay tak woh boycott kar chukay honge...aur phir advocate aur pakora keh dein ge ke inka tu koi statement nahi hai.. Hm disqualify nahi karsaktay... Advocate aur pakora ko yeh mauqa kiun dein? Sab ko nazar aaraha hai ke sharif family boycott kisi bhiw aqt karsakti hai.. Is liye better hai ke us se pehle atleast PM aur baji ke initial statements record hochukay hon aur ishaq dar ka bhi...
 
Sirf Hussain Nawaz se yeh conclude hogaya naa ke flats 2006 se pehlay bhi shareef family ki malkiat thay.. tou na Nawaz ki zaroorat, na baji ki... sara chakkar yehi hai...
 
Qatari ab nahi aaraha tu 2006 se pehlay ki hi thay.. Qatari ke na aanay se hi prove hojaya hai yeh............Aur woh england main al taufeeq case tha..us se bhi yehi prove hota hai.... Justice khosa aur Gulzar tu pehlay hi conclude kar chukay hain ke ye flats 2006 se pehlay ke thay...

PM ke statement ki zuroorat tu rahay gi hi.. PM ka statement zuroor record hona chahye

------------------
Waisy pata nahi yeh JIT apni reservations ki petition kab tak file karay gi? Agar kal tak kar dein tu shayad inki petition ki nearing bhi Monday ko hojaye..balke kal tak hi kar dein tu acha hai.. Justice Khosa jaldi se hearing ke liye fix karaa dein...

I sooo want to know their reservations ke kia likhtay hain? Samaa tv ne tu kaha hai ke JIT ne kaha hai ke humein threats de rahay hain ke JIT ke kuch members ko ......ke humari marzi ki report dein warna consequences face karnay parein ge...aur kuch members par pressure daal rahay hain ke khud hi investigations se alag hojayein..

Ab pata nahi..yeh sirf public statements jo inke leaders de rahay hian..woh likhay hain inhon ne ..ya alag se bhi inhein threats aarahi hain jin ka zikr kiya hai inhon ne SC main? @PakSword
 
Inhon ne tou aaj hi report ka part banadia tha reservations ko.. Woh tou judges ne kaha ke yeh hissay public honay chhaiey aur alag se petition file karain.. Yeh acha kia waisay judges ne.. Tou time tou nahi lagna chahiey.. 1-2 din main file hojani chahiey.. Lekin petition bananay se time kafi zaya hoga..
 
Mujhe bhi lagta hai ke ye acha kia hai judges ne ..ke woh reservations wala part public karnay ko kaha hai.. Is se JIT par thora pressure kam hoga aur Sharif family par barhay ga...media main bhi...

Pata nahi.. Petition file karnay main ziada time lagta hai? Whi cheezein tu include karnai hongi jo report main hain? Tab bhi time lagay ga?

Matlab kal tak nahi hosakta phir..... Ke fri ya monday tak hearing ke liye fix hojaye?

Advocate ..dekhtay hain ke monday ko kia kartay hain? Waisy aaj jo PML N ne JIT ke against jo languayge use ki hai..uske baad advocate ko bhi hussain anwaz ki petition accept tu nahi karni chahye.. Wh keh rahay thay na ke JIT par JIT banay gi... Ye petition fauran dismiss karni chahye...esp vid recording se roknay ko dismiss karna chahye...

Picture leak ki JIT kaisy responsible hosakti hai? Faida tu PML N ko horaha hai.. Ye advocate kab samjhein ge?
 
Sirf Hussain Nawaz se yeh conclude hogaya naa ke flats 2006 se pehlay bhi shareef family ki malkiat thay.. tou na Nawaz ki zaroorat, na baji ki... sara chakkar yehi hai...
hassan and hussain have no answers for JIT.they only got luxuary mansons,plus tons of dollars int there accounts, even they thought that the monster they call a father got haram ke kamai made hallal by just routed from mukaddas zameen ,saudia,, how in hell they speak the truth that its made from investment, or profits in steel factories, now nawaz has un leashed his most trained pitbulls ,on media, and judicaiary, judges, ........

just a thought....“Whoever fights monsters should see to it that in the process he does not become amonster. And if you gaze long enough into an abyss, the abyss will gaze back into you.”
 
Their statements don't agree with each other's....rather each member of NS family gives self contradictory statements. Their statements on the Mondays are different from their statements on Tuesdays that is because lying needs good memory and since they were not ready and caught unprepared as they never thought about any such leaks happening so it was a bolt from the sky for them but a divine help for the people of Pakistan.
 
Last edited:
Mera kehnay ka matlab hai ke PM, baji aur ishaq dar ko ab pehlay bulaana chahye inhein... Hussain nawaz ko jo baar baar bulaa rahay hain ..woh bhi theek hai... Lekin uski ki kuch na kuch tu report tu inhon ne likh hi li hogi na? Ab is se pehle ke sharif family boycott karein...JIT ko apna focus, ishaq dar, baji aur PM par ziada rakhna chahye... Taakay JIT atleast ye tu keh sakay ke hum ne sab se poocha tha... Kisi ne humein koi satisfactory answer nahi diya....

Lekin agar baqion par abhi focus hi nahi hai.. Pehlay inhon ne faisla kiya hai ke nahi... Sab se pehlay hussain nawaz se hi sab kuch poochna hai...us se conclude hoga tu kisi aur taraf jayein ge..ye approach theek nahi hai.... Sab se atleast initial kuch na kuch interrogation hojaye...so tht yeh log apni koi report t de sakein... Mujhe lagta hai ke PM aur baji ki baaray aanay tak woh boycott kar chukay honge...aur phir advocate aur pakora keh dein ge ke inka tu koi statement nahi hai.. Hm disqualify nahi karsaktay... Advocate aur pakora ko yeh mauqa kiun dein? Sab ko nazar aaraha hai ke sharif family boycott kisi bhiw aqt karsakti hai.. Is liye better hai ke us se pehle atleast PM aur baji ke initial statements record hochukay hon aur ishaq dar ka bhi...
I think hussain nawaz is providing some critical confidential information that is why he is being summoned again and again ... basically he is the main culprit and connection between his properties and his father has to be established thats why he is focus of attention ...

On baji ... she is a useless person with no sense ... once summonned and interrogated things will start detoriating fast ... once they summon NS and Baji things will be blown out of the proportion as they are too much egoistic ...

However i think Ishaq dar is key here ... and qazi family ... he can be easily threatened to put to jail on evidence obtained from qazi family and then asked to be a good boy and accept the transactions once again ....

JIT is going fine.. It is a HUGE investigation. Only 5 people are assigned with limited support. Out of those 5, only 2 have extensive experience of investigating financial crimes. The secrecy in this particular investigation is such that they are now sharing the details with even their own team members (sub teams) with extreme caution.

Many analysis were saying that 60 days aren't enough. They are working more than 12-14 hours despite Ramadan. Also, they can't employ usual investigation techniques (drawing room ki sair waghaira) on these high profile criminals. So getting answers from them is not very easy and takes a lot of time and effort. They have not missed a single Saturday and Sunday because of the humongous task.

If they are able to complete the investigation within 60 days despite all of the above, we should be thankful to them in my honest opinion.

As advocate pointed out today, he will not allow a single hour on top of 60 days..

JIT walay insaan hain.. kuchh khayal karain Ramadaan main becharon ka.. Warna unn ko usual techniques istemaal karney ki ijazat dilwaein..

:-)

Sorry, not the application, but an information note.. I think they have to report any threats to their respective department.. I think MI walay ne kia hai..

Kuddos to the investigation team ... we need to provide them high morale support ...
 
Status
Not open for further replies.

Latest posts

Pakistan Affairs Latest Posts

Back
Top Bottom