PakSword
MODERATOR
- Joined
- Dec 6, 2015
- Messages
- 19,505
- Reaction score
- 103
- Country
- Location
I think jab PM JIT ke saamnay aayien ge..us din extra security measures hongi outside judicial academy..and no one will be allowed outside judicial academy.. Aur jahan tak PML N voters ke pressure ki baat hai..ke woh kahin aur protest karein....think JIT members must be well aware of this, and they will be mentally prepared to face tht pressure from PML N supporters.. S uski fikr nahi hai.. They have performed exceptionally well till now, and hopefully will do so in future too
Mujhe bas SC bench par yeh aitraz hai ke unhein hussain nawaz ki yeh petition entertain hi nahi karni chahye thee, aur dismiss kar deni chahye thee as frivolus... Hearing ke liye admit karnay ka kia maqsad hai? Aur jab ye request last hearing se pehle aagayi thee..tu us waqt kiun nahi suni? New date kiun di? I still think..theres no way bench cam replace JIT members when they have themselves chosen these members, and expressed confidence on them, in last hearing.. Phir hearing ke liye bhi kiun admit ki...yeh petition?
Klasra ne ek aur baat aaj batayi ke Musharraf ke era main..switzerland se koi shakhsiyat aayi thee..aur unhon ne sharif family ke dunya main saaray businesses aur asstes ki poori details batayi aur verify karayi theen.. .shayad woh koi business partner thay..jo garbar hogayi thee..anyways us waqt yahan se 2 log gaye thay..verification ke liye...un main se ek JIT member hai... Is liye sharif family ko itni pareshani hai..ke JIT member ne woh report likhi thee, jis ki copy NAB, ke pass bhi hai aur intelligence agencies ke pass bhi.. Tu woh jo question hai SC ka..ke inki saari properties investigate karein..woh aaj se 10 saal pehle hi JIT ke ek member kar chukay hain....
Ch Ghulam Hussain bhi keh rahay hain ke bhtt chances hain ke 7th june wali report hi final ho
Khair we will know ke petition ko entertain karnay ka maqsad kia hai..
Baqi I also believe ke jis tarah kaam kar rahi hai JIT, 30 din ke andar andar PM bahir hojaega agar inn members ko nahi hataya gaya..