What's new

Panama leak Case Proceedings - JIT Report, News, Updates And Discussion

Status
Not open for further replies.
. .
Jasmeen Manzoor ka dimagh sathia gaya hai.. Where did DG ISPR say that lets forget dawn leaks? She is just assuming, nothing more..

If PA compromises on Dawn Leaks, the report will be immediately published by Govt.

Regarding Pakora judge, he is a nice man.. I have started liking him.. He doesn't spare anyone in his remarks, whether it is petitioner or defendant.

Pagal hogaee hain yeh mohtarma..

Dawn Leaks issue jis din dead hua, hukumat do minute nahi lagaey gi dissenting notes remove kar ke report publish karnay main..

Iss statement ka tarjuma"

"Panamagate ka verdict saaray ullu ke pathuon ko accept karna parega, agar chalangain marnay ki kisi ne bhi koshish ki ya pharpharanay ki koshish ki, tou uss ki taangain aur parr donon kaat diey jaeingay"

@Farah Sohail

Ghaddar e Watan Pakistan main nahi reh sakta.. Yeh ishara Hussain Haqqani ki taraf nahi hai, kyunke woh tou already US main hai aur uss ka wapis aanay ka koi irada nahi hai..
looks like ghaddar e watan kee country main koi kunjaesh nien
beacuse the country is already full with it

Lets see but at this point Nawaz needs to be disqualified because removing him will be no achievement as Nawaz is already at an end of his tenure. Yes I don't come to this thread too often.
100 million$$$$$$$$$$$$$$ question, does anyone think NS WILL BE DISQUALIFIED
NOO
because remember what khosa said that only siraj ul haq will be left in assembly
then he apoligised next day
the status quo will be maintained
just with some fancy makeup laws
no one in govt , army, burecrats, nor judicary want to cure the cancer
because it has spread in every where.
taking out this cancer need sacrfice of one,s self
even the judges will have to go home... if the cure may be applied to this disease

Panama Verdict coming out tomorrow folks... I said it first!
THE VERDICT HAS BEEN LONG OUT
THE ONLY PEOPLE WHO DONT KNOW IT
IS THE PUBLIC OF PAKISTAN

I dont think, judges , of this bench, are sell offs... Its just tht they are slow, and being over cautious for sake of secrecy...
who SAID ANYTHING A BOUT SELL OFFS
THEY ARE HIRED ON DAILY BASES. JITNA LUMBA DELAY IN VERDICT, ITNII LUMBI DEHARHI
 
.
Farah i think next week is verdict .Nawaz is gone InshaAllah.

Next week Justice Gulzar Islamabad main nahi hain.. Friday tak justice Gulzar Lahore main cases sunn rahay hain... :( :( tu mujhe tu lagg raha hai ke next week bhi chances nahi hain :( :( :(
 
.
Next week Justice Gulzar Islamabad main nahi hain.. Friday tak justice Gulzar Lahore main cases sunn rahay hain... :( :( tu mujhe tu lagg raha hai ke next week bhi chances nahi hain :( :( :(
DONT WORY IT WILL BE ON 21 DECEMBER ..
BIRTHDAY OF G KHOSA
 
. .
Next week Justice Gulzar Islamabad main nahi hain.. Friday tak justice Gulzar Lahore main cases sunn rahay hain... :( :( tu mujhe tu lagg raha hai ke next week bhi chances nahi hain :( :( :(
One judge is enough to announce the verdict .its ready can come anytime .
 
.
One judge is enough to announce the verdict .its ready can come anytime .

I dont think..in such a high profile case....they will do tht....

I think..every judge will be present...then they will announce verdict..in this case
 
.
Hain??? Kia waqayi???? Uzair baloch rihaa?

Lekin uska tu suna tha ke uska case military court main jaa raha hai? @PakSword uska kiya hua? Yehi sunaa tha na...ke milktary court main jaayega?

Jab aap koi saboot khud se pesh nahi karainge tou kia hoga? Behind the doors aisi aisi harkatein aur deals hoti hain ke aap ki soch hai..

Abb iss case main bhi dekh lijiey.. Pehlay yeh baat media pe phelai gaee ke Uzair ka taaluq ghair mulki agencies se hai (jo ke aik haqeeqat hai) aur uss ka case fauji adalat main transfer kar dia jaega.. phir PPP se behind the doors negotiations hueen, jis main PPP ko blackmail kia gaya aur uss ne kafi baaton pe raza mandi zahir ki (jo ke IK ka stance hai ke yeh dono aik hi sikay ke do rukh hain)..

Phir jab session court main saboot pesh karney ki baari ayee tou taen taen phhish...

Abb kia kia demands maan li gaee hain, yeh tou waqt hi bataey ga.. Shayad 184(3) pe appeal ka haq maan lia gaya ho..

Aik din IG bhi tabdeel hojaega Sindh ka.. aur uss ki badolat kuchh aur bhi maan le gi PPP.

Shame on those who vote for these two parties..
 
.
Is it possible that the verdict is delayed to allow the completion of census currently being held. Removing the PM at this time will mean chaos and will affect the census - is there any mileage in this thought?
 
Waqayi, main bhi heraan tu thee..ke Uzair baloch ka case, military court main kesya bhej rahay hain ye log? Lagta hai ke woh sirf hawai firing thee...

Abhi tu ek case main bari hua hai, Uzair Baloch... Darr hai ke kahin saaray cases main bari na hojaye? Phir kiya hoga? :( :( itna hardcore criminal

Lagta hai ke Gen Raheel Sharif ka shayad phir bhi inn logon par kuch khouff tha.. Ab tu pichlay few months se pata nahi kiya...huay chala jaaraha hai?

Pehle Zardari wapis aagye..jo gen Raheel Sharf ke hotay huay...uski himmat nahi hui..phir sab log MashaAllah bari horahay hain... Ye sab ho kia raha hai? dr asim, sharjeel memon, uzair baloch.....

NS nahi bachta iss baar..

Bachnay ya na bachnay ki baat tu tab hogi...jab faisla aayega... Abhi tu faisla aanay ke asaar hi nahi nazar aarahy.. Next week bhi Justice Gulzar Lahore main hain
 
all are innocent persons, ....................................... the guilty is the awwam. jis ke sazah rose us koo milti hy

it looks like if the verdict is not comming soon,
maybe then the qooum , will start burning efige of the justice, n judges
 
.
Is it possible that the verdict is delayed to allow the completion of census currently being held. Removing the PM at this time will mean chaos and will affect the census - is there any mileage in this thought?

Sirf census kiun? Uske baad budget bhi tu hai, phir 14th august, 6th sep.. Ye sab kiun bhool gaye?
 
. .
Status
Not open for further replies.

Pakistan Affairs Latest Posts

Country Latest Posts

Back
Top Bottom