What's new

Panama Case: Joint Investigation Team probe

I hope PA plays it cleverly this time.. with restraint.. and ensures that ISI and MI plays its due role in Panama..

Dawn Leaks should be kept aside until Panama is not decided.. Panama is the most important case in Pakistan's history.

Regarding scary.. iss se ziada scary aur kia hoga jo aaj kal horaha hai NS ke saath.. Phone inn ke uthaey nahi ja rahay.. Arrests ka pakka irada hai..
Inn se sirf itna kaha gaya hai ke aap baraey naam koi action na lain.. jo action propose kia gaya hai zimmedaron ke khilaaf usay publish kardain.. Woh bhi nahi kar rahay kyun ke inhain maloom hai ke PA ka arrests ka irada hai..

Tariq Fatmi aur Rao Tehseen agar uthaey jatay hain tou yeh sayasi shaheed nahi kehlaeingay.. lekin inhain sirf woh report release karni hai jis ka inhain kaha gaya hai.. Apni taraf se halki phulki saza deke muamlay ko sideline karnay ki koshish ko rok rahi hai PA.

Yeh hai woh khatarnaak baat.. Rao Tehseen ke baad Fawad Hasan Fawad bhi uthay ga.. Woh uthay ga tou inn ki corruption ki kahani aur khulegi..

Maryam ko tou pehlay hi muaf kia ja chuka hai.. lekin yeh log chah rahay hain ke phir se naam dala jaey aur yeh rotay phirain awam ke saamnay..

Agar arrest karna hi hai, tu Tariq Fatmi aur Rao, agar tu bequsoor hain, jaisa ke media par bataaya jaaraha hai..tu unhein kiun arrest kiya jaye?? Kiya ye unke saath na..insafi nahi hogii??

Direct hi fawad ko kiun na arrest kiya jaye??

Main ne aap ko bataya hai ke it was a part verdict.. aik bhi judge faisla karleta hai tou gaya Nawaz.. Phir yehi hoga:

میاں تیرا ایک اشارہ بریانی ہماری جدہ تمھارا

Agar aisi baat hai..tu phir har 2 weeks ke baad JIT report unhein send ki jayegi..individually?? Aur phir har judge ki apni marzi hogi...ke woh individually decide karein ke kisi bhi waqt disqualify kardein?? Teeno ka ek saath verdict dena bhi zuroori nahi hoga?? Pakora judge beshak leave par bhi chalay jayein..tu farq nahi paray ga??? Ye kuch ajeeb nahi???....aisy kahan hota hai??
 
.
Agar arrest karna hi hai, tu Tariq Fatmi aur Rao, agar tu bequsoor hain, jaisa ke media par bataaya jaaraha hai..tu unhein kiun arrest kiya jaye?? Kiya ye unke saath na..insafi nahi hogii??

Direct hi fawad ko kiun na arrest kiya jaye??

yehi tou aap nahi samajh rahin.. PA actually yeh keh rahi hai ke hum aap ki supremacy ko tasleem kartay hain, aap jo bhi banday identify kar rahay hain woh identify kardain.. action lena hamara kaam hai unn ke khilaaf..

yeh darr rahay hain ke action main tou yeh bhi maray jaeingay..

Agar Tariq Fatmi aur Rao Tehseen beqasoor hain tou kuch arsay main baizzat wapis aajaeingay.. aur jo qasoor waar hain (Maryam ko hata ke) woh dhhar liey jaeingay... unn main Parvez Rasheed bhi hosakta hai.. he is one cunning man!
 
.
My opinion is that monitoring bench will only monitor the JIT based on the TORs already given to them. It won't decide on the disqualification.

+1

Once they collect the relevant evidence, they will provide it to the remaining three judges.

I think JIT report will go back to the full bench of five, not just the three.
 
.
Agar aisi baat hai..tu phir har 2 weeks ke baad JIT report unhein send ki jayegi..individually?? Aur phir har judge ki apni marzi hogi...ke woh individually decide karein ke kisi bhi waqt disqualify kardein??

This is what I also think.. Waisay JIT ki report pesh karnay ke liey koi SC main bethna zaroori nahi hai.. inn ko individually bhi di jasakti hai.. Important thing is.. the monitoring bench will only compile attested and authentic documents.. and monitor the progress and pass orders if necessary.. Orders will not be related to disqualification, but only related to the work of JIT.. For example, 7 days main yeh record check karain,.. 3 days main yeh document Panama bhejain.. 14 days main Qatari ko bulwaein.. 3 days main NS ka bayan lein.. that's it..

Weekly report main in 3 judges ka aik saath bethnay ka koi tuk nahi banta.. mera tou yehi khayal hai.

I think JIT report will go back to the full bench of five, not just the three.

Yes, it will go to all five.. but 2 of them have already decided.. so iti doesn't matter if they look at the JIT investigation results or not.. 3 of them matter.. one of the remaining three decides anytime and NS is gone..

This is what a lawyer has told me..
 
Abhi tu aisa hi laggta hai .jo aap ne kaha....ke aisa hi hoga.,...lekin pehle aisa kabhi hua hai ke kisi case ke interim verdict ke baad...har judge apna alag alag decide karein??? Lagta hai ke pehla precdent set hoga, aisa

Bas Justice Ijazul Ahsan ko kisi tarah convince kiya jaye, disqualification ke liye
 
. . . .
NS will try to become siyasi shaheed. They don't want to face Panama..

It is the easiest way to tell the people that courts disqualified us when we were not in power..

Ek aur tareeqa bhi hai..jis se NS siyasi shaheed bannay ka plan dhabardoos hosakta hai,,,

Woh ye ke army khud siyasi shaheed ban jaye,.,is waqt?? Aur uske baad NS, panama ke through disqualify hojaye....

Smething like what Gen Jehangir Karamat did... If for example..we suppose tht gen Bajwa decides to resign at this stage ..ke govt se nahi ban rahi...he will go as a hero..ke unhon ne dawn leaks par stand liya.... Army as an instituition will gain public sympathy.. Nawaz sharif will look bad..ke inki aaj tak apnay banaye huay kisi army chief se nahi bani.. Ye hamesha power main aa kar system ko destablisise kartay hain, just for their own lust of power..which is a fact...

Aur uske baad agar SC bhi inhein disqualify kar de...PM hotay huay...tu siyasi shaheed tu kiya, villain ban kar jayein ge ..corruption ke charges par..next election ke liye koi slogan bhi nahi hoga....ke humein fauj ne kaam nahi karnay diya..aur maryam ka political futre bhi over

Lekin.... Gen Bajwa resign kiun karein? Unki koi ghalti tu nahi hai..is sab main...aur phir saaray issues tu tab bhi rahein ge hi..jab tak NS disqualify na hojayein...

Kaash..bas kisi tarah sharif family se hamesha ke liye jaan choot jaye... Kaash ek aur judge 20th april ko disqualify kardete tu aaj sukoon hota, mulk main...
 
Last edited:
.
a new slogan........ pls appreciate.

jaag pakistani jaag
baahg nawaz baahg
 
. . .
All are free today...public holiday.. Tu hopefully...aaj unhein JIT Ke members finalise kar lenay chahyein...

@PakSword @Guvera @Arsalan

Aur hopefully JIT ke saath hi SC JIT monitoring bench bhi saath hi banaa dein.. Because i now think ke JIT monitoring bench hi disqualification ko decide karay ga....

Acha waisy..is week abhi tak Justice Khosa ka koi case nahi hai..kisi supplementary cause list main bhi koi zikr nahi hai, abhi tak...is week ke liye..

I hope woh JIT ke monitoring bench main hon..lekin ziada umeed nahi hai ke honge

Just one line for Panama verdict JIT "Jaa apni hasraton pe ansoo baha ke soo jaaa" :sleep:

Waisy mujhe tu yeh lagta hai ke all three options woh hain..jin kne liye review petition main jaana hoga...bas ye hai ke kis cheez ke liye review main jaayein? Review main tu wohi bench hota hai

Lekin kiya aisa possible hai..ke review petition main na jayein.....balke bilkol hi ek alag petition daalein ye log...judges ke remarks ke against.......jis ke liye ek new bench banay aur uske aagay..judges ke remakrs ka matter aaye? Kiya aisi koi possibility hai??? Mujhe tu nahi lagta ke aisa possible hai.. Review main hi jaana paray ga.. Koi aur bench shayad sirf remarks ke review ke liye nahi beth sakta....

@PakSword @QatariPrince @Guvera @Arsalan

Pagal hogaya hai Nawaz Sharif aur uski legal team bhi.
 
.
Ek aur tareeqa bhi hai..jis se NS siyasi shaheed bannay ka plan dhabardoos hosakta hai,,,

Woh ye ke army khud siyasi shaheed ban jaye,.,is waqt?? Aur uske baad NS, panama ke through disqualify hojaye....

Smething like what Gen Jehangir Karamat did... If for example..we suppose tht gen Bajwa decides to resign at this stage ..ke govt se nahi ban rahi...he will go as a hero..ke unhon ne dawn leaks par stand liya.... Army as an instituition will gain public sympathy.. Nawaz sharif will look bad..ke inki aaj tak apnay banaye huay kisi army chief se nahi bani.. Ye hamesha power main aa kar system ko destablisise kartay hain, just for their own lust of power..which is a fact...

Aur uske baad agar SC bhi inhein disqualify kar de...PM hotay huay...tu siyasi shaheed tu kiya, villain ban kar jayein ge ..corruption ke charges par..next election ke liye koi slogan bhi nahi hoga....ke humein fauj ne kaam nahi karnay diya..aur maryam ka political futre bhi over

Lekin.... Gen Bajwa resign kiun karein? Unki koi ghalti tu nahi hai..is sab main...aur phir saaray issues tu tab bhi rahein ge hi..jab tak NS disqualify na hojayein...

Kaash..bas kisi tarah sharif family se hamesha ke liye jaan choot jaye... Kaash ek aur judge 20th april ko disqualify kardete tu aaj sukoon hota, mulk main...

Gen. Bajwa won't resign. It will show weakness on his and the institutions part.

It's a difficult situation for both. I think whether Maryam is involved or not, this situation should be resolved as soon as possible without much damage.... India is planning to cash this situation. Yesterday they have accused our soldiers of doing surgical strike.
 
.
20th April ko Verdict aya tha today is 2nd May, 7 days main JIT banni thi, bani kia ???? I think CJ ne new bench bhi banana tha, bana kia ?? :bunny:
 
.
Back
Top Bottom