What's new

Pakistan Elections 2018: News and Discussions

The election is getting very interesting.
It seems its going to be Secular, Ethnic, Liberal, Sectarian v/s Pakistan.
Fascinating times to be alive.

El Sidd.
Well, its on a rent!
AlhamduLillah!
Rok saktay ho to Rok Lo!
 
Pakistan ko koi nahi rok sakta Shane bhai.....
Allah hidayat dede ya inki maut inke liye asaan banaye.....
O jao bhaee kaam karo yaar apna.. 1971 tak bhi yehi kehtay thay sab..

Uss waqt aik party thi.. aaj har soobay main aik alaihidgi pasand tehreek hai.. Newly joined into this mess is PMLN and its supporters.. Awam ko fauj ke khilaaf kar rahay hain..
 

Question )PMLN Looted 5.4 billion in the wee hours of its Government on this same hospital approved by Pervaiz Musharraf and proposed by Sheikh Rasheed Ahmed way back in 2007 Dear @Tameem. Why didnt PMLN government complete this hopital for 10 years but remembered to embezzle 5.4 billion rupees in its name in 2017-18???
Answer ) Noote ko Izzat do!!!
 
O jao bhaee kaam karo yaar apna.. 1971 tak bhi yehi kehtay thay sab..

Uss waqt aik party thi.. aaj har soobay main aik alaihidgi pasand tehreek hai.. Newly joined into this mess is PMLN and its supporters.. Awam ko fauj ke khilaaf kar rahay hain..

ab banda behtari ki umeed rakhe to usko bahar nikaal kar aag lagado
 
DhE_MrXX4AA2MOv.jpg:large
 
ab banda behtari ki umeed rakhe to usko bahar nikaal kar aag lagado
Yaar behtri ki umeed insanon se hoti hai.. janwaron se nahi.. janwar tou janwar hotay hain.. yeh dekhay baghair ke lohay ko takkar maarnay se apna hi sar khulay ga, bass takar maar kar apna sar khulwalaitay hain... aur doosri baar phir usi jaga apna khula hua sar maartay hain..


Abb agar koi yeh sochay ke janwar apnay sar uss jaga utni hi zor se nahi marega jahan uss ka sar khul chuka hai tou woh ehmaqon ki jannat main rehta hai.

Govt. build projects in KWs? Private looms can manage to generate better output than this.

This is almost free electricity to those who never know what is "electricity".. In villages etc @ very minimal cost.. success rate is 100%..

Not like nandi pur which never worked after spending billions..

Moreover, it is the responsibility of Federal government to build bigger projects such as dams etc... not provincial governments..
 
Yaar behtri ki umeed insanon se hoti hai.. janwaron se nahi.. janwar tou janwar hotay hain.. yeh dekhay baghair ke lohay ko takkar maarnay se apna hi sar khulay ga, bass takar maar kar apna sar khulwalaitay hain... aur doosri baar phir usi jaga apna khula hua sar maartay hain..


Abb agar koi yeh sochay ke janwar apnay sar uss jaga utni hi zor se nahi marega jahan uss ka sar khul chuka hai tou woh ehmaqon ki jannat main rehta hai.



This is almost free electricity to those who never know what is "electricity".. In villages etc @ very minimal cost.. success rate is 100%..

Not like nandi pur which never worked after spending billions..
Nothing is free, the infrastructure costs a lot of money. Clearly these aren't power projects worth noting but someone made it to score some brownie points.
 
Yaar behtri ki umeed insanon se hoti hai.. janwaron se nahi.. janwar tou janwar hotay hain.. yeh dekhay baghair ke lohay ko takkar maarnay se apna hi sar khulay ga, bass takar maar kar apna sar khulwalaitay hain... aur doosri baar phir usi jaga apna khula hua sar maartay hain..


Abb agar koi yeh sochay ke janwar apnay sar uss jaga utni hi zor se nahi marega jahan uss ka sar khul chuka hai tou woh ehmaqon ki jannat main rehta hai.


khair hai janaab... majmooi behtari ki baat kar raha hon... jinko saaf hona hai wo saaf kardiye jaenge...

simple media warfare hai... koshish ki jarahi hai kay awaam ko itna mayoos kardiya jae kay ye sarak pe nikal ayen or NRO hojaye.. isiliye lassaani fasadaat or firqawariyat pehlai ja rahi hai... khittay kay halat tezi se badalne walay hain shukar karen kay Pakistan me sirf pathrao horaha hai filhaal wo bhi mushkil se...

TV band karke rakh den ek do haftay... warna khoon jalta rahega or aap pareshan hote rahenge... ye sab election ki rangreliyaan hai jo mausam kay sath aati or jaati hain... 18th tarmeem kay mutabiq ye sab qanooni horaha hai to ab kia karen...

sawal sirf itna hai kay kamar kiski pehli tootegi.....
 
Nothing is free, the infrastructure costs a lot of money. Clearly these aren't power projects worth noting but someone made it to score some brownie points.
Ask those poor people who are getting electricity in their homes. Good thing about these projects? They are cheap to build.. small projects.. don't require change in flow of water.. turbine moves with water.. management of the power generation unit is given to the village.. they generate, they use, they maintain..

khair hai janaab... majmooi behtari ki baat kar raha hon... jinko saaf hona hai wo saaf kardiye jaenge...

simple media warfare hai... koshish ki jarahi hai kay awaam ko itna mayoos kardiya jae kay ye sarak pe nikal ayen or NRO hojaye.. isiliye lassaani fasadaat or firqawariyat pehlai ja rahi hai... khittay kay halat tezi se badalne walay hain shukar karen kay Pakistan me sirf pathrao horaha hai filhaal wo bhi mushkil se...

TV band karke rakh den ek do haftay... warna khoon jalta rahega or aap pareshan hote rahenge... ye sab election ki rangreliyaan hai jo mausam kay sath aati or jaati hain... 18th tarmeem kay mutabiq ye sab qanooni horaha hai to ab kia karen...

sawal sirf itna hai kay kamar kiski pehli tootegi.....
Sir I have stopped thinking about the betterment of Pakistan.. I am just enjoying the show.. I want to see what is the maximum limit of barbaadi Pakistan can reach..

Parha likha aadmi itna chay hai yahan ke aap andaza nahi kar saktay..

Jahilon ki tou baat hi chhor dain..
 
Ask those poor people who are getting electricity in their homes. Good thing about these projects? They are cheap to build.. small projects.. don't require change in flow of water.. turbine moves with water.. management of the power generation unit is given to the village.. they generate, they use, they maintain..
They can be setup using the LG funds, I see no point for the provincial govt. taking credits for these projects.
 
Back
Top Bottom