Danish saleem
SENIOR MEMBER
- Joined
- Mar 27, 2014
- Messages
- 2,231
- Reaction score
- 1
- Country
- Location
Petrol shortage mis management sa ziada Media hype ki waja sa bhi hoi.
Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
Petrol shortage mis management sa ziada Media hype ki waja sa bhi hoi.
Aap ko 21 topo ki salami...
Brother,
ARY in Afwa urai Karachi mei Petrol short ho raha ha , uss time mei road pe he tha, app belive karu lines lag gai cars our motorcycles ki, mei na bi petrol dalwaya, ka yaha be short hojaye ga, per second morning dekha sub petrol pumps khulay howa thay our petrol easily mil raha tha.
Agar Media itne hype na create karay tu public mei hap hazard na create ho.
Bhai yeh Karachi mien jo hoa who masle ka 1% bhi nahi tha... Asal masla Punjab mien tha jahan government kabhi barhti demand ko, kabhi zarb e azb ko aur kabhi sazish ko zimadar thehra rahi hai. Mager asal wajha sabh ko maloom hai aur woh incompetence hai... Kia tajurba kar administration hai... Pechhlay dor mien shakar, atta aur piaz ka bohran aur abh petrol, diesel aur furnace oil ka...
u r right , but same government , same Minister, baqi three provinces mei shortage kiu nai hoi??