What's new

Panama leak Case Proceedings - JIT Report, News, Updates And Discussion

Status
Not open for further replies.
Aaj hitu NAB aur FBR ko itni sunayi hai court ne? Ab bhi agar SC ne FBR aur NAB ko involve kar liya..beshak commission ke under hi...tu hogaya kaam.... SC will lose all itscredibility, whatever is left... Kashif Abbasi said ke ...is case main Chairman NAB ko SC farigh kar dey gi..aisa hi lag raha hai....and he was present in the court... Pakora judge today remarked tht chairman NAB nataij bhugatnay ke liye tayyar hojayein.......Aur pata chalay ke ab wohi SC phir NAB aur FBR ko investigate karnay ka keh de..even after what they replied in SC... Agar .zara si bhi in (SC ke judges ) main izzat aur ghairat hogi..tu kabhi bhi SC...NAB aur FBR ko aaj ke baad is case main investigate karnay ka nahi kahay gi..even if NAB, FBR are tasked under a commission

Chairman NAB farigh hojaey... possible.
FBR Chairman farigh hojaey... possible.

But it doesn't mean ke inn ke janay ke baad idaray kaam nahi karsaktay.
 
Dono order ek faislay main nahi hosaktay... I guess... Ke chairman NAB farigh, Chairman FBR farigh...ab NAB aur FBR investigate karein... Log kahein ge ke doosra chairman tu wohi log lagayein ge...kia guarantee hai ke doosra bhi aisa hi nahi hoga?

Amir Mateen tu ...for some reason is very hopeful in his program ke aaj instituitions ne SC ko ground de diya hai ke woh directly PM ko disqualify kar dein...he wass present in the court... But am not sure abt it... I think he is being overly optimistic
 
Main iss liey keh raha hun ke case commission ki taraf ja raha hai kyunke:

1 - From the remarks, it seems that they are not satisfied with the quality of evidences presented by both parties. The bench has remarked quite a few times that "aik dhelay ka kaam nahi hua, aur aaj bhi hum waheen kharay hain".

2 - PTI ke documents accept nahi huay ya PTI ke mazeed docs main bhi dum nahi hai.

3 - Kafi documents ko PMLN ne challenge kardia hai.. Jin docs pe PTI ne takia kia hua tha woh tou challenged hain..

4 - Qatari khat ko utha ke abhi tak nahi phenka.. uss ko accept karnay ya phenknay se pehlay Qatari ki jiraah honi thi... Abhi situation ye hai ke Qatari Khat has been challenged by PTI while PMLN is counting on it..

5 - Aaj ke remarks se bhi yehi lagta hai ke jo kaam NAB aur FBR ne abb tak nahi kia woh commission karega..
 
Amir Mateen tu keh rahay hain ke its a possibility ke verdict thursday ko hi aajaye...ymax by Tues/Wed next week... Agar tu commission banna hua tab tu judges hearing ke dauran hi thursday ko bata dein ge end main...even justice jamali's bench asked abt it in the hearing..ab ziada se ziada ye hosakta hai ke judges khud hi keh dein ke hum commission bana rahay hain...hearing main end main....

Lekin sawal ye hai ke commission karay ga kiya? Commission aisy kon se sawal pooch ley ga...jo is bench ne nahi poochay? Aur commission documents kaisy attest karay ga? Judges ne tu khud keh diya ke instituitions kaam nahi karrahay....tu commission ke under unhi instituitions ko investigation denay ka kia faida hoga? ... Aur ab agar 2 months baad...hearing poori complete karnay ke baad judges commission karein ge..tu inki bhtt badnaami hogi..
 
Commission ko agar ikhtiaraat de diey jaein, tou woh sab kuchh kar sakta hai..

Meri bhi yehi khuwahish hai ke commission na banay, but lagta aisa nahi hai..

Jahan tak rahi badnaami ki baat, tou judges ke paas aisa konsa thos saboot hai jis say woh faisla karain?
 
Panama Case is no longer about Nawaz Sharif anymore. It's about Pakistan and it's future. All praise to Imran Khan and PTI
 
Commission ko agar ikhtiaraat de diey jaein, tou woh sab kuchh kar sakta hai..

Meri bhi yehi khuwahish hai ke commission na banay, but lagta aisa nahi hai..

Jahan tak rahi badnaami ki baat, tou judges ke paas aisa konsa thos saboot hai jis say woh faisla karain?

Ishaq dar affidavit, rehman malik ki report, sharif's acceptance of ownership..their failure to provide any money trail, their lies/contradicting statements of family members....

Agar ye judges koi faisla nahi de saktay..then be sure...ke commission bhi kuch nahi karsakay ga
 
Commission ko agar ikhtiaraat de diey jaein, tou woh sab kuchh kar sakta hai..

Meri bhi yehi khuwahish hai ke commission na banay, but lagta aisa nahi hai..

Jahan tak rahi badnaami ki baat, tou judges ke paas aisa konsa thos saboot hai jis say woh faisla karain?
NAB, FBR and FIA have no powers so why do we need a commission?
 
Ishaq dar affidavit

Ishaaq Dar uss se phir gaya hai.. Kehta hai gun point pe lia tha.. It requires new investigation.

rehman malik ki report

Political revenge, claimed by PMLN.

sharif's acceptance of ownership

Till 2006.. That too not Maryam Nawaz..

their failure to provide any money trail

Abba ji ka business tha, wohi le ke gaey thay paisay Qatar.. Unn se direct transfer hua grandson ko..

their lies/contradicting statements of family members....

Yahan qatal pe 1 maheenay ki saza nahi hoti, aap jhoot pe disqualification soch rahi hain...

I am not saying that disqualification will not happen, but I think court wants clear proofs. That's why I said in the morning, there is no way NS can save skin under the prevalent laws, the only weakness of our laws is that they provide opportunity of delayed justice..

NAB, FBR and FIA have no powers so why do we need a commission?

Who said they don't have powers?
 
Ishaaq Dar uss se phir gaya hai.. Kehta hai gun point pe lia tha.. It requires new investigation.
Its not tht simple.. If SC accepts...tht ishaq dar phir gaya hai..tu ishaq ke khilaf jhoot bolnay par case reopen hosakta hai..and if accepts his confessional statement..then it can be used against anwaz sharif..one of the judges remarked ..this earlier

Political revenge, claimed by PMLN.
Tht report is an official document..and has all money trail, bank accounts, cheques...

Till 2006.. That too not Maryam Nawaz..
Even if SC doesnt accept Rehman Malik's report in its entirety as evidence...atleast us se ye tu prove hota hai ke yeh 2006 se pehle inke pass ye flats thay. Rehman Malik ke pass koi jinn tu thay nahi..jinhon ne usay 97 main un flats aur us se related proofs de diye..jo baad main sharifs ne 2006 main khareednay thay....sharifs havent been able to prove any of their claim in qatari letter

Abba ji ka business tha, wohi le ke gaey thay paisay Qatar.. Unn se direct transfer hua grandson ko..
Daada marr gaye..bachon ka koi zarya e aamdan nahi tha..kulsoom nawaz gharelo khatoon hain...aisy main tu ek hi shakhs bachta hai-Justice khosa

Yahan qatal pe 1 maheenay ki saza nahi hoti, aap jhoot pe disqualification soch rahi hain...

I am not saying that disqualification will not happen, but I think court wants clear proofs. That's why I said in the morning, there is no way NS can save skin under the prevalent laws, the only weakness of our laws is that they provide opportunity of delayed justice..

What I am saying is..tht IF (and only IF) judges really want to punish the culprits tu judges or atleast, if not punsih..atleast give declaration of honesty/dishonesty....then judges can very well give verdict/declaration on the basis of material before the,... Haan agar unhon ne koi bahana bana kar case ko delay karna hai aur apnay upar koi responsibilit nahi leni..tu phir woh commission bana saktay hain..

Most important thing is.. WILL of the judges...what do they want?

@PakSword
 
Its not tht simple.. If SC accepts...tht ishaq dar phir gaya hai..tu ishaq ke khilaf jhoot bolnay par case reopen hosakta hai..and if accepts his confessional statement..then it can be used against anwaz sharif..one of the judges remarked ..this earlier

Ishaq Dar apnay khilaaf case khulwanay ko tayyar hai..

Tht report is an official document..and has all money trail, bank accounts, cheques...

Rehman Malik ko bulana parega commission ke saamnay, jo yeh kahega ke it was not a revenge.

Even if SC doesnt accept Rehman Malik's report in its entirety as evidence...atleast us se ye tu prove hota hai ke yeh 2006 se pehle inke pass ye flats thay. Rehman Malik ke pass koi jinn tu thay nahi..jinhon ne usay 97 main un flats aur us se related proofs de diye..jo baad main sharifs ne 2006 main khareednay thay....sharifs havent been able to prove any of their claim in qatari letter

Flats ki khareedari ka aik bhi saboot abb tak nahi mila.. na Rehman malik ki report main na kaheen aur se.. Yes, money idhar udhar gaee hai, but woh kahan lagi hai uss ka koi saboot nahi diya gaya..

Daada marr gaye..bachon ka koi zarya e aamdan nahi tha..kulsoom nawaz gharelo khatoon hain...aisy main tu ek hi shakhs bachta hai-Justice khosa

Aik hi sakhs bachta hai jo bata sakta hai paisa kahan se aaya.. so uss ne batadia ke uss ke walid sahib cash le kar investment ki thee.

What I am saying is..tht IF (and only IF) judges really want to punish the culprits tu judges or atleast, if not punsih..atleast give declaration of honesty/dishonesty

Yeh tou hoga in shaa Allah.. But Thursday ko hoga? aisa nahi lagta mujhay..

Allah karay Thursday, ya even next week declaration aajaey.. Ameen..
 
.

Atleast declaration hi aajaye commission banany se pehle... Phir kheltay rahein commission commission, jitna khelna hai...

Agar yeh bhi nahi kya... Tu phir :wave::wave: :wave::wave:accountability and justice in Pak forever
 
Chalain jail se disqualification and disqualification se declaration tak tou aap aagaee hain..

Dekha banday ke standards kaisay adjust hotay hain, situation ke mutabiq.. :-)

Abb agar kuch ulta faisla bhi aaya tou ziada dukh nahi hoga.. Warna sochain, aaj se taqreeban aik hafta pehlay, aap nehari khaney aur hum uss ki tasveer dekhnay ki baat kar rahay thay NS ki disqualification ki.. Sochain uss waqt ulta faisla aap par kitna ulta asar daalta..

Thread tou thread, pooray forum ka hulia bigar jana tha..
 
Status
Not open for further replies.

Back
Top Bottom