What's new

Urdu & Hindi Poetry

wo-jo-ham-mein-tum-mein.png




Wo jo hum mein tum mein qarar tha tumhen yaad ho ke na yaad ho
wohi yani wada nibah ka tumhen yaad ho ke na yaad ho

wo naye gile wo shikayatay wo maze maze ke hikayatay
wo har ek baat pe ruthna tumhen yaad ho ke na yaad ho

koi baat aisi agar hui jo tumhare jee ko buri lagi
to bayan se pehlay hi bhulana tumhen yaad ho ke na yaad ho

suno zikr hai kai saal ka, koi wada mujh se tha aap ka
wo nibahane ka to zikr kya, tumhen yaad ho ke na yaad ho

kabhi hum mein tum mein bhi chah thi, kabhi hum se tum se bhi reh thi
kabhi hum bhi tum bhi the aashna, tumhen yaad ho ke na yaad ho

hue ittefaq se gar baham, wo wafa jatane ko dam-ba-dam
gila-e-malamat-e-arqaba, tumhen yaad ho ke na yaad ho

wo jo lutf mujh pe the beshtar, wo karam ke hath mere hath par
mujhe sab hain yaad zara zara, tumhen yaad no ki na yaad ho

kabhi baithe sab hain jo ru-ba-ru to isharaton hi se guftagu
wo bayan shauq ka baramala tumhen yaad ho ki na yaad ho

wo bigarana vasl ke raat ka, wo na manana kisi baat ka
wo nahiin nahi ke har aan ada, tumhen yaad ho ki na yaad ho

jise aap ginte the aashna jise aap kahate the bavafa
main wohi hun “momin”-e-mubtala tumhen yaad ho ke na yaad ho
 
Faraq sirf itna sa hai

Tujhe dulhan banaya gaya, mujhe kafan pehnaya gaya

Teri Doli Uthi , Meri Mayyat Uthi

Phool tujh per bhi Thay ,Phool mujh per bhi Thay

Faraq sirf itna sa hai..

Tu saj kar gai ,mujhe sajaya gaya
Tu bhi ghar ko chali , mey bhi ghar ko chala
Tera ghar tha bara , mera ghar tha chota

Faraq sirf itna sa hai

Tu uth kar gai , mujhe uthaya gaya
Sakhiyan teri bhi thee , Dost mere bhi they
Mehfil waha bhi lagi , Log yaha per bhi they

Faraq sirf itna sa hai.

.Un ka hasna waha , In ka rona yaha
Qazi udhar bhi tha , Molvi idhar bhi tha
Do bol tere parhe , Do bol mere parhe

Faraq sirf itna sa hai

Tera Nikah parha , Mera Janaza parha
Tujhe apnaya gaya , Mujhe dafnaya gaya

Faraq sirf itna sa hai....!!
 
Dil Khulta Hai Wahan Sohbatain Rindana Jahan Ho,
Main Khush Hon Us Shehr Se Maikhana Jahan Ho,
In Ujari Hoi Bastion Mein Ab Dil Nahi Lagta,
Hai Jee Mein Wahein Ja Basain Weerana Jahan Ho..............
 
mujhse mohabbat to kr k dekh ek br
e-sanam
.
.
.
.
.
tujhe khud se jyda mujhse pyar na ho jai to khena. ....
 
گندم امیر شہر کی ہوتی رہی خراب
بیٹی مگر غریب کی فاقوں سے مرگئی
 
Mushkilain mujh par padi itni

Ki assan ho gayi:rolleyes:
 
دل سے ہر گزُری بات گزُری ہے
کِس قیامت کی، رات گزُری ہے

چاندنی، ۔۔ نیم وا دریچہ، سکوت
آنکھوں آنکھوں میں رات گزُری ہے

ہائے وہ لوگ، خُوب صُورت لوگ
جن کی دُھن میں حیات گزُری ہے

کسی بھٹکے ہوئے خیال کی موج
کتنی یادوں کے سات۔ گزُری ہے

تمتماتا ۔۔ہے ۔۔ چہرۂ ۔۔ ایّام !
دل پہ کیا واردات گزُری ہے

پھر کوئی آس لڑکھڑائی ہے
کہ، نسیمِ حیات گزُری ہے

بُجھتے جاتے ہیں دُکھتی پلکوں پہ دِیپ
نیند آئی ہے، رات گزُری ہے

شاعر: مجید امجد
 
لازم نہـیں کہ اس کو بھی میرا خیال ہو
جو میرا حال ہے وہی اس کا بھی حال ہو


کچھ اور دل گداز ہوں اس شہر سنگ میں
کچھ اور پر ملال، ہوائے ملال ہو

باتیں تو ہوں کچھ تو دلوں کی خبر ملے
آپــس میں اپنے کچھ تو جواب و سوال ہو

رہتے ہے آج جس میں جسے دیکھتے ہیں ہم
ممکن ہے یہ گزشتہ کا خواب و خیال ہو

سب شور شہر خاک کا ہے قرب آب سے
پانی نہ ہو تو شہر کا جینا محال ہو


معدوم ہوتی جاتی ہوئی شے ہے یہ جہاں
ہر چیز اس کی جیسے فنا کی مثال ہو

"کوئی خبر خوشی کی کہیں سے ملے "منیر"
ان روز و شب میں ایسا بھی اک دن کمال ہو


"منیر نیــــازی

=================================================

یہی سزا ہے میری اب جو میں اکیلا ہوں
کہ میرا سر تیرے آگے بھی خم نہیں ہوتا

"وہ بےحسی ہے مسلسل شکست دل سے "منیر"
کوئی بچھڑ کہ چلا جائے غم نہیں ہوتا

"منیر نیــــازی"





 
"منتشر ہے بہت"

منتشر ہے بہت، حد افلاک تک
حد افلاک سے، عرصہ خاک تک
نقش اس رنگ کا، دل سے کیسے اڑے؟

وسعت ہجر میں، تنگی وصل میں
اتنا بکھرا ہوا، اتنا ٹوٹا ہوا
خواب کیسے جڑے؟


"منیر نیــازی"

 

Back
Top Bottom