What's new

What Are You Listening to Right Now - Round 2

ranjeet babu tu hi hai mera sacha atheist dost :toast_sign:
 
ranjeet babu tu hi hai mera sacha atheist dost :toast_sign:
Janab issi baat pe aap sehr yaad aa gaya ataullak khan sahab ka ....

Saakh-e-gul jhum ke gulzar mein seedhi jo hui ....
Khich gaya naksha teri angrayi ka meri aankh mein !!!!
 
Janab issi baat pe aap sehr yaad aa gaya ataullak khan sahab ka ....

Saakh-e-gul jhum ke gulzar mein seedhi jo hui ....
Khich gaya naksha teri angrayi ka meri aankh mein !!!!
bhai wo khud thori likhta hai ye to writer ka kamal hai

ja saaly to london chala ja na . hamary mode ki maan behen na ker :partay:
 
Shhhh ... dekh ke janab yahan sab log behray hai par dewaaro ke kaan hai !!!
is liye to kaha yaar :disagree: chal koi achi si ghazal laga pag number 5 hai ab
 
Janab aaj gazal ka dil nahi hai ... Rafi sahab yaad aa rahe hai !!!
ohh zalim 1996 mai main nya nya sharabi tha to aysy songs chalty thy yaad karo ye albums zara
 

Latest posts

Back
Top Bottom