What's new

mujh se ziada dukhi koi hai yahaan?

. . .
main nhi hoon yaar ehhhehehe

---------- Post added at 08:14 AM ---------- Previous post was at 08:13 AM ----------



itni achi nhi hoti susral india main lolz

Halke ho rahe the wahan kya..?
 
.
 
Last edited by a moderator:
.
Altaf bhaya ki speech suno saray dukh sar pe paon rakh ka bhaag jain gay
 
.
309289_154547877967174_100002358898756_280495_6612  72757_n.jpg

 
Last edited by a moderator:
. .
Dard-E-Dil Ke Waaste Paida Kiya Insaan Ko
Warna Taa’at Ke Liye Kuch Kam Ne The Karro-Biyan
Poochne Waale Tumhain Kaise Batain Aakhir
Dukh Ibaraat To Nahi Hai Ke Likh Kar Bhejun
Yeh Kahani Bhi Nahi Hai Ke Sunaaun Tum Ko
Na Koi Baat Hai Aisi Ke Bataaun Tum Ko
Zakhm Ho To Tere Nakhun Ke Hawaale Kar Doon
Aaina Bhi To Nahi Hai Key Dikhaaun Tum Ko
Yeh Koi Raaz Nahi, Jis Ko Chupain To Woh Raaz
Kabhi Chahre Kabhi Aakhon Se Chalak Jata Hai
Jaise Aanchal Ko Sambhale Koi Aur Tez Hawa
Jub Bhi Chalti Hai To Shaanon Se Dhalak Jata Hai
Tum Ne Poocha Hai Magar Kaise Batain Akhir?
Poochne Waale Tumhain Kaise Batain Aakhir ?
 
. . .
Ess pic per sub log relevant sher kaho:

Mine:

Sham se hi bujha sa rahta hay...
Dil hai goya charagh muflis ka...






303706_154547151300580_100002358898756_280494_1534082169_n.jpg


Ek Shaam Aati Hai Teri Yaad Leker
Ek Shaam Jati Hai Teri Yaad Deker,
Hume To Uss Sham Ka Intezaar Hai
,Jo Aaye Tumhe Sath Leker..

 
.
303706_154547151300580_100002358898756_280494_1534082169_n.jpg


Ek Shaam Aati Hai Teri Yaad Leker
Ek Shaam Jati Hai Teri Yaad Deker,
Hume To Uss Sham Ka Intezaar Hai
,Jo Aaye Tumhe Sath Leker..


Yeh Shaaaaaaaaaam aur tera naaaaaaaaaaam,
dono kitnay, miltay, jultay hain...

Tera naaaaaaaaaaaaaaaammmm nahi loon ga, nahi loon ga...

Bus... :P
 
.
Imran bhai, ye ek hi photu ko kitni bar chipkayenge aap?

Lagta hai tareef sunne ki tamanna adhuri reh gayi :lol:
 
.
ajnabi shaher ke ajnabi rastay,meri tanhai pe muskratay rahay
main boht dare tak yunhi chalta raha,tum boht dare tak yaad atay rahay
zahr milta raha, zahr petay rahay,roze martay rahay roze jeetay rahay
zindagi bhi hamain azmati rahi,aur ham bhi isay azmatay rahay

zakhm jab bhi koi zehn-o dill per laga,zindagi ki tarf aik dareecha khula
ham bhi goya kisi saz ke tar hain,chot khatay rahay aour gunguntay rahay

kal kuch aisa howa main boht thak gaya,is liya sun ke bhi unsuni kar gaya
kitni yadon ke bhatakay howay karwan dill ke zakhmon ke dar khatkatay rahay
 
.

Latest posts

Pakistan Defence Latest Posts

Back
Top Bottom