What's new

Search results

  1. Raaz

    Poetry by famous poets

    Poet Samina Raja
  2. Raaz

    Poetry by famous poets

    GHAZA BY SAMINA RAJA *** Main tumharay aks ki aarzoo mein bass aayina hi bani rahi Kabhi tum na samnay aa sakay, kabhi mujh pay gard pari rahi Woh ajeeb shaam thi,aaj tak meray dil mein uss ka malal hai Meri tarah jo teri muntazir, teray rastay mein khari rahi Kabhi...
  3. Raaz

    The hopelessly romantic dead poets' society :)

    NASIR KAZMI ~~~~~~~~ Dil dharakne ka sabab yad aya wo teri yad thi ab yad aya aj mushkil tha sambhalna ai dost tu musibat main ajab yad aya din guzra tha bari mushkil se phir tera wada-e-shab yad aya tera bhula hua paiman-e-wafa mar rahenge agar ab yad aya phir kai log nazar...
  4. Raaz

    The hopelessly romantic dead poets' society :)

    PARVEEN SHAKIR ~~~~~~~~~~~ Apni ruswai tere nam ka charcha dekhun ek zara sher kahun aur main kya kya dekhun nind a jaye to kya mahfilen barpa dekhun ankh khul jaye to tanhai ka sahra dekhun sham bhi ho gai dhundhala gai ankhen bhi meri bhulnewale main kab tak tera rasta dekhun...
  5. Raaz

    The hopelessly romantic dead poets' society :)

    MUNIR NIAZI ~~~~~~~~ Chaman main rang-e-bahar utra to main ne dekha nazar se dil ka gubar utra to main ne dekha main nim shab azma k hasrat ko dekhta tha chaman main wo husn zar utra to main ne dekha khumar mai thi wo chehra kuch aur lag raha tha dam-e-sahar jab khumar utra to...
  6. Raaz

    The hopelessly romantic dead poets' society :)

    SAMINA RAJA ~~~~~~~~ Kya aah bharay koei Jab aah nahin jati Dil say bhi zara gehri Aur arsh say kuchh oonchi Kya nazm likhay koei Jabb khwab ki qeemat mein Aadarsh ki soorat mein Kashkoal gada'ei ka Sha'er ko diya jaey Aur roak liya jaey Jabb shaer utarnay say Badal say zara...
  7. Raaz

    The hopelessly romantic dead poets' society :)

    AHMAD NADIM QASIMI ~~~~~~~~~~~~~~ Jab tera hukm mila tark muhabbat kar di dil magar is pe wo dharka k qayamat kar di tujh se kis tarah main izhar-e-tamanna karta lafz sujha to mani ne bagavat kar di main to samjha tha ki laut ate hain jane wale tune jakar to judai meri qismat kar di...
  8. Raaz

    The hopelessly romantic dead poets' society :)

    AHMAD FARAZ ~~~~~~~~~ Ab kis ka jashn manate ho us des ka jo taqsim hua ab kis k git sunate ho us tan-man ka jo do-nim hua us khwab ka jo reza reza un ankhon ki taqdir hua us nam ka jo tukra tukra galiyon main be-tauqir hua us parcham ka jis ki hurmat bazaron main nilam hui us...
  9. Raaz

    The hopelessly romantic dead poets' society :)

    FAIZ AHMAD FAIZ ~~~~~~~~~~~ aiye hath uthayen ham bhi ham jinhen rasm-e-dua yad nahin ham jinhen soz-e-mohabbat k siwa koi but, koi khuda yad nahin aiye arz guzaren ki nigar-e-hasti zahar-e-imaroz main shirini-e-fardan bhar de wo jinhen tabe garanbari-e-ayyam nahin unki palkon pe...
  10. Raaz

    The hopelessly romantic dead poets' society :)

    ALLAMA IQBAL ~~~~~~~~~~ Kabhi ai haqiqat-e-muntazar nazar a libas-e-majaz mein k hazaron sajde tarap rahe hain teri jabin-e-niyaz mein tarab ashna-e-kharosh ho tu nawa hai mahram-e-gosh ho wo surur kya k chaya hua ho sukut-e-parda-o-saz mein tu bacha bacha k na rakh ise tera aina...
  11. Raaz

    The hopelessly romantic dead poets' society :)

    GHALIB ~~~~~ Aina kyun na dun k tamasha kahen jise aisa kahan se laun k tujhsa kahen jise hasrat ne la rakha teri bazm-e-khayal mein guldasta-e-nigah suweda kahen jise phunka hai kisne goshe muhabbat mein ai Khuda afsun-e-intazar tamanna kahen jise sar par hujum-e-dard-e-garibi...
  12. Raaz

    The hopelessly romantic dead poets' society :)

    MEER TAQI MEER ~~~~~~~~~~~~ A jayen ham nazar jo koi dam bahut hai yan mohlat basan-e-barq-o-sharar kam bahut hai yan yak lahza sina kobi se fursat hamein nahin yani ki dil ke jane ka matam bahut hai yan ham rah rawan-e-rah-e-fana der rah chuke waqfa basan-e-subh koi dam bahut hai...
  13. Raaz

    The hopelessly romantic dead poets' society :)

    Sir! can i launch ''The hopefully romantic live poet's society'' :smitten:
  14. Raaz

    Poetry by famous poets

    GHALIB ~~~~~ bas k dushwar hai har kam ka asan hona admi ko bhi mayassar nahi insan hona giriya chahe hai kharabi mere kashane ki dar-o-diwar se tapak hai bayaban hona wa-e-diwangi-e-shauq k har dam mujh ko ap jana udhar aur ap hi hairan hona jalwa azbas k taqaza-e-nigah karta...
  15. Raaz

    Poetry by famous poets

    MEER TAQI MEER ~~~~~~~~~~~ dekh to dil k jan se uthta hai ye dhuan sa kahan se uthta hai gor kis dil-jale ki hai ye falak shola ik subah yan se uthta hai khana-e-dil se zinhar na ja koi aise makan se uthta hai nala sar khenchata hai jab mera shor ek asman se uthta hai larti...
Back
Top Bottom