What's new
GURU BHAI
Reaction score
0

Profile posts Latest activity Postings About

  • lo gee main ne 3 posts mari hain wahaan . yaar koi apni thread kholy nai si wait main kuch dhundhta hoon masaaly daar lolz
    sharukh khan waly per yaar uffffffff jab se ban hoa hai tery screw dheely par gay hain hahahahahahaha . main ne thori kiya hai ban jo mujh per ghusa kerty ho yaar hahaahahahhha
    yaar main ne to aik do suny thy phir main ne 3 pag laga ker bhut bakwaas ki us thread main or so gya hahahaaha
    yaar forums per to ye sab chalta hai na itni bateen dil per nhi lety chor na yaar . wesy humy bhi tumhari yaad aati thi lolz
    waise imran bhai aapki bahut yaad aati thi agar aap is forum pe na hote to main vapas na aata
    lo gee main ne kya kiya hai ? main ne to just thread kholi yaar wo bhi band ho gai hai . ab banda tumhy yaad bhi na kery ?acha bhi jesy tum kaho i accept sorry kerty hain or kuch? ab threads ki maan bhen kery ga hahahahaha
    or main ne thread kholi thi ke tum ye na samjho ke hum tumhy bhool gay hai ye tumhary ban hoty hi hum tumhy yaad nhi kerty yaar. garaam kerny ka koi irada nhi mujhy hahahaa kuch thanda pee
    acha to tu humy chor chala tha aik ban kya hoa tum ne dunya se moo mor lena tha hahaahhahaha common yaar hota hai aysy kamoo main is trah ki bateen.lolzzzzzzzzzzzzz
  • Loading…
  • Loading…
  • Loading…

Back
Top Bottom