What's new

Urdu Poetry....My choice.

Maarkhoor

ELITE MEMBER
Joined
Aug 24, 2015
Messages
17,051
Reaction score
36
Country
Pakistan
Location
Pakistan
Gurez+Shab+Se+Sahar+Se+Kalam+Rkhte+Thay.jpg


@waz @Irfan Baloch
Kindly make this thread stick so that I can post my choice of poetry with ease.
Thanks.
ElmKJcfz1P5Urs0ArVUjl-GhC8X32zQoAAwNafBhAl6eQfpOAAopjGPYRoeV8qihPNCsJilZTwI-3stseIh_vixoppV9Ig6Zbi-P00J69DZHPrTHCoONcMtMaB_vEEMQJXtBlgaDbCLaZ4J0IF4

hqdefault.jpg

1625317316538.jpeg

Screenshot_255.jpg
 
Last edited:
. .
Woh Dil Ka Bura Na Bewafa

Woh dil ka bura, na bewafa tha
Bus,mujh say yonhi bichar gaya tha

Lafzoon ki hadoon say mawara tha
Aab kis say kahoon woh shakhs kia tha?

Woh meree ghazal ka aaeina tha
Her shakhs yeh baat janta tha

Her simat ussi ka tazkara tha
Her dil mein woh jaisay bus raha tha

Main uss ki ana ka aasara tha
Woh mujh say kabhi na roothta tha

Main dhoop ke bun mein jal raha tha
Woh saya-abr ban gaya tha

Main banjh rutoon ka aashana tha
Woh mosam-e-gul ka zaiqa tha

Ek bar bicharr kay jab mila tha
Woh mujh say lipatt kay ro pada tha

Kia kuch na ussay kaha gaya tha?
Uss nay to laboon ko see liya tha

Woh chand ka hamsfer tha shayed
Ratoon ko tamam jagta tha

Hontoon mein guloon ki naram khushboo
Batoon mein to shehad gholta tha

Kehnay ko juda tha mujh say lekin
Woh meree ragoon mein gonjata tha

Uss nay jo kaha, kiya woh dil nay
Inkar ka kis mein hosala tha

Yoon dil mein thi yaad uss ki jaisay
Masjid mein charragh jal raha tha

Mat pooch hijab k qareenay
Woh mujh say bhi kam hee khul saka tha

Uss din mera dil bhi tha pareshan
Woh bhi meray dil say kuch khafa tha

Mein bhi tha dara howa sa lekin
Rang uss ka bhi kuch udda udda tha

Ek khof sa hijar ki rutoon ka
Dono pay muheet ho chala tha

Ek rah say main bhi tha gurezaan
Ek mod pay woh bhi ruk gaya tha

Ek pal mein jhapak gaein jo aankhein
Manzer he nazer main dosara tha

Socha to theher gaey zamanay
Dekha to woh door ja chuka tha

Qadmoon say zameen sirak gaee thi
Soraj ka bhi rang sanwala tha

Chaltay howay log ruk gay thay
Thehra howa sheher ghoomata tha

Sehmay howay paid kanpatay thay
Patoon mein heeras reengata tha

Rakhta tha main jis main khawab apnay
Woh kanch ka ghar chatakh gaya tha

Hum donoo ka dukh tha aik jaisa
Ehsas mager juda juda tha

Kal shab woh mila tha dostoo'n ko
Kehtay hain uddas lag raha tha

Mohsin Yeh Ghazal Keh Rahi Hai
Shayed tera dil bhi dukha howa tha...!!!
 
.
Wo Bewafa Hai To Kya
Wo bewafa hai to kya, mat kaho bura usko
Ki jo hua so hua, khush rakhe khuda usko

Nazar naa aaye to uski talaash mein rahna
Kahin mile to palat kar naa dekhna usko
Wo saada khoo tha zamane ke kham samajhta kya
Hawa ke saath chala, le udi hawa usko
Wo apne baare mein kitna hai khushguma dekho
Jab usko main bhi naa dekhoon to dekhna usko
Wo bewafa hai to kya, mat kaho bura usko
Ki jo hua so hua, khush rakhe khuda usko.

by
Naseer Turabi
adeem-hashmi-taluq_thumb%25255B3%25255D.jpg


by
Adeem Hashmi.
 
. .
Ziyada Ghoor b acha nahien aysi batoun per
Kisi ka naam hath pe likh likh k mitana meri adat hai
Mohabat mien houn sanjeeda kitna dekhtey rehna
Mohabat har kisi se youn jatana meri adat hai...
 
. .
Tanhai had se guzar jaye k khud se bhi ghaftagu na ho...
Dill Barhaa hum se kahay koi tu ro'baro ho....

Poet unknown.
c8ebb35a1e1b09d8f2397bfa12e3fe08.jpg

ahmad-faraz-ghazal-png.38439
 
.

Latest posts

Country Latest Posts

Back
Top Bottom