What's new
M

Profile posts Latest activity Postings About

  • Assalualaikum,
    Meray dost, aaj kal hum aik aisay daur main dakhil ho chukay ahin, jis main burai aur achai kay darmian farak dhoondna mushkil ho chuka.
    Main nay parha kay tumhe Jihad ka shok hai, achi baat hai, magar kiya tum jantay ho kay Jihad ka Ailan sirf aik Islami mulk ka hukmaran kar sakta hai aur woh bhi jab saray ulema is cheez ka faisala kar lain kay Jihad ki zuroorat aan pari hai, Magar aisa kuch nahi hua iss liye yeh jitni jihadi tanzeemain, apnay apnay "Jihad" main masroof hain, yeh such main Jihad nahi kar rahi.
    Meray bhai, ghalat rastay par mat jana, meri baat agar mano toh Jihad-e-Awal ka intikhab karo aur apni aik achay shehri kay tor par zimidarian nibhao, Walidain aur baki ghar walon ka khayal rakho, mehnat karo, halal ki rozi kamo, is hi ko Huzur (S.A.W) nay Jihad-e-Awal kaha hai.
    Umeed kart hun kay tum meri kahi baat par kuch dair socho gay........
  • Loading…
  • Loading…
  • Loading…
Back
Top Bottom