What's new

Marhaba Video Song | Mehrunisa V Lub U | Danish Taimoor, Sana Javed, Jawed sheik

Har kese ki apne soch hain me kese pr apna soch zabardasti nahi top sakta pr ek bat zaroor kehna pasand karoonga ke ek to es ke ejazat deen me bilkul nahi k na muharam ke sath nazry melay or to or es larki ne jo karpy pehny hain wo to toba toba.
ajj hum khush ho rahy hain k Pakistani cinema upper ja raha hain lakin aany waly waqt me yahi lollywood he hamary cultural ke zawal ke waja bany ga,
kes ke (bevi behn ya maan ) Pakistani society me es tarha kapry pehn kr nachti hain jawab me hud he lekdon k kese ke b nahi or mujy yaqeen hain aap b mutafiq hongay, ye cultural bollywood ka hain pakistan ka nah ,
bohot say log muj pr tanqeed kary gay pr mujay b to apna point of view rakny ka haq hain ,
Jo b karna hain ehlaq or tehzeeb k dairy me reh kr karna chain bs yahi mera maqsad hain or aaj kal jo rap k cases india me bar gay hain os ka zemadar b mere nazar me bollywood he hain q k actor & actress ne jo pehnawa apnaya hain wo bohot he behoda hain agr jawan laky or larkia wo scene deek lay jo imran hasmi ya or en jasay actor ya actress karty hain to wo cinema hall se bahir ja kar kia sochty hongy , zahir hain us ne jo scene film me dakay wo real world me try karnay ke koshish karna shoro kardatay hain bs or kia ,
(Point Of View)
Protect & Promote our own cultural where respect for ladies not a piece of enjoyment.
sorry for hurting.
thanks.
 
Lagta hay apney kabhi purani Pakistani movies nahien daikhien in mein aur purani films mein fark sirf quality aur budget ka hy

bht aala song hai ( ͡° ͜ʖ ͡°)

wese ye larki kn hai?
Amna Ilyas urf Illi

yar koi khas nahi laga yeah song
Do teen baar daikho acha lafay ga :D
 
shitty, Pakistani films should avoid item dancing and singing, it should be separate industry.
 
It is a seperate industry which has always been this way
 
Har kese ki apne soch hain me kese pr apna soch zabardasti nahi top sakta pr ek bat zaroor kehna pasand karoonga ke ek to es ke ejazat deen me bilkul nahi k na muharam ke sath nazry melay or to or es larki ne jo karpy pehny hain wo to toba toba.
ajj hum khush ho rahy hain k Pakistani cinema upper ja raha hain lakin aany waly waqt me yahi lollywood he hamary cultural ke zawal ke waja bany ga,
kes ke (bevi behn ya maan ) Pakistani society me es tarha kapry pehn kr nachti hain jawab me hud he lekdon k kese ke b nahi or mujy yaqeen hain aap b mutafiq hongay, ye cultural bollywood ka hain pakistan ka nah ,
bohot say log muj pr tanqeed kary gay pr mujay b to apna point of view rakny ka haq hain ,
Jo b karna hain ehlaq or tehzeeb k dairy me reh kr karna chain bs yahi mera maqsad hain or aaj kal jo rap k cases india me bar gay hain os ka zemadar b mere nazar me bollywood he hain q k actor & actress ne jo pehnawa apnaya hain wo bohot he behoda hain agr jawan laky or larkia wo scene deek lay jo imran hasmi ya or en jasay actor ya actress karty hain to wo cinema hall se bahir ja kar kia sochty hongy , zahir hain us ne jo scene film me dakay wo real world me try karnay ke koshish karna shoro kardatay hain bs or kia ,
(Point Of View)
Protect & Promote our own cultural where respect for ladies not a piece of enjoyment.
sorry for hurting.
thanks.
Culture ka zawal lol bhai ye to bohat decent dhika raha hay warna hamarey muashrey ki asal akasi par ap ag bagola ho jayein @I.R.A

Baat rahi is ka Pakistan sey koyi taluk na hona to bhai lagta hy ap Musarat Shaheen jaison sey wakif nahin apney purani pashtu aur punjabi films daikhien bus farq ye hay udhar dance ajeeb sa hota tha aur chawal sa camera hota tha
 
it shouldnt be part of films.
Well its your opinion vs market realities
You can see for yourself
This movie was highest earning movie in history of Pakistani cinema
JPNA
Jawani-Phir-Nahi-Ani-Pakistani-Movie-Stills-First-Look-Trailer-Photos-2015-34-1-1440448473.jpg

Remember the pre release anti JPNA astaghfirullah brigade ? :D
@The Sandman
We can have wishes but if they clash with market realities they will be discarded
 
then there was Khuda Kay liye, waar, the film govt banned for ridiculing politicans and hollywood which Pakistani loved more then film you mentioned. I agree, item numbers attract people hence i said make it separate industry, to me when you dont have sound plot you have to hide behind item numbers and mujra for promotion.
 
Back
Top Bottom