Hojane do...
Atleast khana to sab garam khaenge
Ameer gareeb ka farak mit jay ga, doodh dahi shehad khalis milay ga, school hospital sab k liay aik jaisay ho jy gay ..... insaf jaisi napayd cheeze Pakistan may apnay na pak qadam jama lay gi ....
Q nizam tabah karnay pay tullay ho bai .......
Aisa karo gas ki loadshedding barha do ..... masla he khatam ..... na gas ho gi na khana garam karnay ka jagra.
kon say firkay