bhai g app ki batian idealistic realistic nai!!
nizam hai aik roti kapra makan ka us nizma may awaam ko itna uljha dia hai keh awaam rebel karna ka soch nai sakti! aur jis nay jis din rebel karna hai us peh anti Pakistani hoona ka thappa laga keh fauji adalat may bhej dayna hai!
bhai meray aik democratic nizam may awaam vote keh zarye apni wish register karwati hai ab vote layna walla he chor ho toh phir nizam chor hota hai! aur bhai meeay zulm ka nizam hamesha nai chal sakta aik din awama frustrate ho keh awaaz uthana shoro karti hai aur phir status qou wallay apnay app ko protect karnay roads peg ajatay hain aur phir burbaadi aur civil war hojati hai! aur bhai ya kissi ki wish nai hai! toh awaazain toh uthain geen gilla toh hoga kyon keh us break point peh log nai phnchay lakin yaqeen jaanu state aur awaam us conflict zone keh buhut kareeb hain!
ya toh awaazun ko gila shikwa ra**i roona bol keh dabaye jao ya nizma theek karo 2 option hain Pakistan keh pass!!
nizam chalanay wallon ko agar sirf apna financial interest protect karnay may interest hai toh theek hai phir toh conflict hai!
Bhai phir ham exist he q krty Hy ? Pir hamara as a nation exist krne Ka motivation Kia hy ? Kia ham ideologically, morally and socially failed country ban gye hy ? If yes, to Kia ham ISI halat me Khush Hy or failed he rehna Hy ? Ya hamne Kuch krna hy is silsily me ?? Jab olaad kameengi pe Utr aay to unki islaah krty Hy na KY qatal.
This and that Kay pechy chupty rehne se halat teak ni hone waly. Status quo exist krta Hy qunky usko recognise and validate krne wala middle class and lower class exist krta Hy. Eliminate the slave mentality to end slavery.
zarye apni wish register karwati hai ab vote layna walla he chor ho toh phir nizam chor hota hai! aur bhai meeay zulm ka nizam hamesha nai chal sakta aik din awama frustrate ho keh awaaz uthana shoro karti hai aur phir status qou wallay apnay app ko protect karnay roads peg ajatay hain aur phir burbaadi aur civil war hojati hai! aur bhai ya kissi ki wish nai hai! toh awaazain toh uthain geen gilla toh hoga kyon keh us break point peh log nai phnchay lakin yaqeen jaanu state aur awaam us conflict zone keh buhut kareeb hain
I will give you example from construction industry. On every project there is a contractor who construct and perform project tasks, than there is a consultant whose duty is to ensure contractor follow specifications and designs. Than there is Owner representative who control and monitor both.
Same is with governance, one do the services, them there are supervision bodies who audit and monitor departments. Ham is system ki (Jo exist krta Hy but need good quantity of improvements) improvement or sakty.